MUMABAI DARSHAN [PART 1]

0
mumbai darshan hindi meinmumbai darshan,mumbai ke ghumne ke sare jaiga ke bare mein jaane

अनुक्रम ( छुपाये )

hi dosto aaj ekbar fir se aapsbko internet sikho  mein bahut bahut swgat hai.
dosto aap sb jante hi honge ki internet sikho  hamesha aplogo ke liye kisi bhi tarah ka madat ke liye hamesha taiyar rahat hai?.joh bhi internet sikho ka regular yaa old visitors hai unko sayed pata hai.aur joh new vistiors araha hai unko mein dil se swgat karna chahta hu aur unko yehi bolna chahta hu ki aap hamesha visit karte rahiye q ki internet sikho bane hi hai apko madat karne ke liye aur ismme a-z catogory ke topics post karta hu.apko joh bhi madat chahiye apko  internet sikho  hamesha taiyar rhata hai.aur dosto haa agar apko koi topic ke bare mein details mein jan na hai toh aap mujhe comment box mein apka topic ke bare mein mujhe bata sekta hai agar mere pass apke uss topic ke bare mein thoda bahut bhi jankari hai toh mein jarur apke topic ko lekr post karunga?.

toh dosto aapko headline dekhkr hi pata chal gaya hoga ki mein kis bare mein topic likhne ja raha hu?aur apke man mein sawal bhi araha hoga aur janne ke liye aap utsuk bhi honge ki aaj mein mumbai ke bare mein kya batane wala hau?.apke man ki utsuk puar karne ke liye hi yeh post likh raha hu aaj.

dosto ghumna kisko kisko pasand hai?


dosto sabse pehel mumbai ko kon kon jante hai?
aur yeh mumabi kaha hai yeh kon kon jante hai?
aur mumbai ka  name kon kon sune hai?
aur yeh mumbai mein kya famous hai yeh aap jante hai?

chaliye yeh sb answers ke sath hi chalu karta hu.

dosto yeh mumbai ek india ke sabse badi  aur janbahul  city mana jata hai.yeh maharashtar state mein hai.aur yeh mumbai har ek ka sapno ka sahar hai.aur mubai mein prachin desho ka bahut kuch saroniyo sthiti bhi hai dekhe ke liye.
toh aaj mein apko uss dream city ke bare mein hi batane ja raha hu.dream city ke anadr ke kuch jaiga ke bare mein bhi batane ja  raha hu jisko sunte huye apko bahut hi interesting feel hoga.

dosto hmm jb koi tour yaa vaction yaa ghumne ka paln karte hai tab ham confused ho jate hai ki kaha  jau kaha nahi aap itne jaldi decide bhi nahi kar pate hai aur yeh decide karna mushkil kam hi hai.toh apke yeh mushkil ko dekhkr hi thoda bahut aaj likhne ja raha hu .aur mumabi ke bare mein details jankari likhne ja raha hu aur agar apko koi bhi city ke andar uske anadr ghumne ka jo bhi palce hai uske bare mein thoda bahut agar jankari rahega ki kaha hai yeh aur kya dekhne ka jaisa hai yehsb agr aap jan lete hai toh apke plan decide karne mein apko madat milega.

toh dosto aaj mein mein ka andar se hi kuch jaiga ke bare mein batane ja raha hu.lekin yeh pura jankari lene ke liye apko  thoda mehnt bhi karna padega?iske liye apko 12 topic read karna padega toh apko pura mumabi ke bare mein jan paoge.kyu ki mumbai ek bahut hi bada ek city hai toh iss city ke andar ghumne ke jaiga bhi bahut hai lekin mein apko 35 best jaiga dhund kr laya hu aur uske bare mein hi batane wala hu,toh mein par part mein 3 jaiga ke abre mein bataunga toh 12*3=36 jaiga ke bare mein apko jankari mil jayega.aur yeh 36 jaiga ke bare mein details mein likhna 1 page mein possible bhi nahi hai aur apko bhi kuch samajh mein anhi ayega .isiliye mein part 1,2,3 aise karke post karunga toh please sb post ko read kar lijiyega.

            -yehsab posts ko bhi padhe-
    *computer refresh karne se kya faida yaa kya nuksan hota hai janiye iss post mein

                  *april fool kyu manate hai janiye iss post mein

                     *fake 10 rs ke coin ko kaise pehchane

             *washing powder nirma ki success story ke bare mein janiye iss post mein
aaj mein 2 jaiga ke bare mein batane ja  raha hu **

gateway  of india*gate of india mumbai ka ek pramukh darsoniyo sthol ahi.yeh bharat ke mumbai sahr mein apolo bandar mein arab sagar bandargah par colaba mein sthit hai.raja jarj panacahm aur rani mery 2 dec 1911 mein bharat mein aya tha .unke ane ke yaad mein iss gateway of india ka nirman hua .iska desigin jarj britent ne taiyar kiya tha.iska silaanyas mumbai ke rajyapal ne 13 march 1913 ko kiya tha.iska nirman karji 1913 mein shuru hua joh 1924 mein bankr taiyar hua tha.yeh ajadi ka pratik hai.angrej bharat 6orte huye yaha se apne antim jahaj mein baithkar gya tha.gateway of india ek prabesh dar hai.angerojo ke rajjo mein dur desho se jahaj se anewale jatriyo  yaa atithiyo ke liye yeh swgat dar tha.gateway of india ke samne prasisdhha hotel taj hai.gateway of india ke ek taraf samudra tat hai.iss samudra tat par naw taiyar milta hai.jise ham kiraye par lekr chala sekte hai.log ise bastushilpo ki ek chamatkarik kriti mante hai.



gateway of india ek bahut hi bada ebong ucha prabesh dar hai.yeh lagbhag 26 mtr yaa 85 ft ucha hai.gateway of india mein cahr mianr hai.isme designe jukto khode gaye pathar lagaye gaye hai.yeh darwaja psris ke i d trump jaisa dikhta hai.rat mein yeh aur bhi manmohok lagta hai.gateway of india jaise bishal samudro ke kinare koi mahan,atal,itihas ka sakshi jug purush khada ho aisa lagta hai. 

gateway indiamumbai darshan hindi meinmumbai darshan,mumbai ke ghumne ke sare jaiga ke bare mein jaane

elephanta caves*bharat mein bhagwan shiv ke koi mandir hai.jinme se kuch chamatkari hai toh kisi se banabat adbhut hai.aisi hai adbhut kalakari ka ek udharan hai bhagwan siv ka elephanta gufa mandir.elephanta gufa mandir mumbai ke aspas ke khetro mein ek bada parjoton kendro hai.elephanta gufa mumbai mein gateway of india se 10 km ki dur par hi hai.gufa mein bhagwan shiv ke mandir ki banabat aur diware 5 bi sadi ki kala ki darshati hai.
gateway indiamumbai darshan hindi meinmumbai darshan,mumbai ke ghumne ke sare jaiga ke bare mein jaane
 
dosto aapko yeh janakri keisa laga jarur hame comment box mein batayein.aur haa plesae apke friends aur relatives ke sath bhi jarur share kare taki unko bhi janne ka mauka mile aur agar kabhi mumbai aye toh yeh jaiga pe aneka mauka mile.
 

Mithun
हेल्लो दोस्तों मेरा नाम मिथुन है,और में इस वेबसाइट को 2016 में बानाया हु.और इस वेबसाइट को बानानेका मेरा मूल मकसद यह है की लोगो को इन्टरनेट के माध्यम से हिंदी में इन्टरनेट की जानकारी प्रदान करना.इसीलिए इस वेबसाइट का नाम Internetsikho राखा गया है.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.