MUMBAI DARSHAN [PART 6]

0
mumbai darshan.mumbai mein ghumne ke jaiga kaha kaha hai?

अनुक्रम ( छुपाये )

hi dosto aaj ekbar fir se aapsbko internet sikho mein bahut bahut swgat hai.
dosto aaj mein aur 3 aise mumbai ke jaiga ke bare mein baat karne ja raha hu joh bahut hi popular place hai mumbai mein.aur agr aap mumbai kabhi akr yeh jaiga pe na aye toh apke mumbai darshan adhura rah sekta hai?.

                                      -yehsab posts ko bhi padhe-

            *apke lapto se koi bhi data pendrive se copy na kar seke uske liye ek best tricks

                      *i love bolne ka sahi tarika janiye iss post mein

           *internet ka malik kon hai janiye iss post mein

       *vicks hame kyu istemal nahi karna chahiye janiye iss post mein
                  

chor bazar*mumbai mein yeh metro city ki dedh gali mein hai.isse secret market bhi kahte hai.subha 4 bajte hi iss gali mein apko sekdo ki sankhya mein byapari aur customers khareed farokt karte nazar ayega.yaha branded saman  ko aap asli keemat se kam dam par khareed sekte hai.
subha 4-8 baje tak chalta hai yeh bazar ..
yeh market mumbai ke kamthipura ilake ke dedh gali mein lagta hai.

               

kmsekm subhe 4 baje shuru hone wala yeh market subha 8 baje bandh ho jata hai.
aisa kaha jata hai ki iss market ki shuruwat 1950 mein huye the.
shuruwati daur mein market sirf shukrobar ke din laga karta tha,lekin aab market shukrobar aur gurubar ko lagta hai.

                kis wajah se yeh market secret hai……
ku6 media reports ke mutabik mumbai ke aspas ki 6oti factory se thooke me saman ata hai.isse yaha kam dam mein hasil kiya ja sekta hai.
ku6 branded company se defactor saman baypari khareed te hai,jisse repair krke unhe adhi keemat mein becha jata hai.

               

                     8000 ka juta 1500 mein keise…
ek media report ki mane toh nike ka airmax 2014 sports running shoe ki keemat jaha market mein 8000 rs hai,wohi dedh gali mein yeh kareeb 1500 rs mein mil jata hai.jabki ceat company ka lather boot jiski asli keemat 8000 rs hai,woh bhi yaha kareeb 800 rs mein khareeda ja sekta ha..

    badla trade ,ab made in china
ek samay iss market mein kebal chori ka saman bikta tha,lekin wakt ke sath yeh trade badla hai,ab yaha koi 6oti companies aur made in china saman bhi kam keemato mein upalbdh hai,annya samano ki tulona mein yaha juto ka market kafi bada hai.

          corer ka turnover
market mein sekdo ki tadad mein byapari saman bechne ate hai.mana jata hai ki yaha ek din mein 15 se 20 coroer rs tak ka busnies hota hai.chote sahare ke busniesman yaha se bade pemane par kam keemat mein saman kharedne ate hai.
                

mumbai darshan.mumbai mein ghumne ke liye kaha kaha hai?
 
sanjay gandhi national park*sanjay gandhi gandhi rashtriyo uddyan bharat ke maharashtra rajjya mein sthit hai.yeh ek sahar ke shimao ke bhitor nihit hai.sanjay gandhi rashtriyo uddyan kareeb 104 bargo km khetro mein faila hai.yeh har saal 2 lakh darshoko ke sath aisa ka sabse jada daura kiya jane wala rashtriyo uddyan mein se ek hai.sanjay gandhi rashtriyo uddyan ujjal banaspatiyo ,pakshiyo,titliyo,aur mayabi jangli tenduye aur kankrit ,sahar ke utri kinare par banachhadit pahadiyo se ghira hua hai.
sanjay gandhi rashtriyo uddyan ,pehle borivali national park kaha jata hai.borivali ke uponagar ke purbo ke bich yeh park pahado mein basa hua hai.iss park ki hariwali akarshak dhyan aur atmo pratibim ke mahan khono ki anumoti deta hai.jhilo nadi ghatiyo aur pahadiyo ki khy dristi sharir aur man mein ek gahrai se upcharatmak prabhab pradan karte hai.
 
 
1981 mein tatkalin pradhanmantri indira gandhi ke bete joh ek biman durghotana mein mare gaye logo ki yaad mein sanjay gandhi rashtriyo uddyan ke roop mein name diya gaya tha.
mumbai darshan.mumbai mein ghumne ke liye kaha kaha hai?
 
kanheri caves*mumbai ke west mein baise borivali mein kuch gufayo sthit hai.canheri gufao sanjay gandhi national park ke parisar mein sthit hai.mukhy uddyan se kareeb 6 kimi aur borivali station se 7 km dur hai.in gufao mein buddho aur hindu kala ka namuna dekhne ko milta hai.kuch gufao natural bani toh kuch pahado ko katkr banai gayi hai.in gufao ko dekhne ke liye desh bidesh se hajaro hindu aur buddho shraddhalu yaha ate hai.yaha par kareeb 100 gufao ka samuho hai.har gufa ka apna itihas hai.
 
mumbai darshan.mumbai mein ghumne ke liye kaha kaha hai?
Mithun
हेल्लो दोस्तों मेरा नाम मिथुन है,और में इस वेबसाइट को 2016 में बानाया हु.और इस वेबसाइट को बानानेका मेरा मूल मकसद यह है की लोगो को इन्टरनेट के माध्यम से हिंदी में इन्टरनेट की जानकारी प्रदान करना.इसीलिए इस वेबसाइट का नाम Internetsikho राखा गया है.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.