MUMBAI DARSHAN[PART 8]

0
mumbai darshan.mumbai mein ghumne ka jaiga kaha kaha hai?

अनुक्रम ( छुपाये )

hi dosto aaj ekabr fir se aapsbko internet sikho mein bahut bahut swgat hai.
dosto jeise ki aap jante hai mein abhi mumbai ke jitne bhi famous place hai sbke details mein share karne ja raha hu alag alag part mein.aaj aise 3 new place ke bare mein bataunga joh ki bahut hi popular hai aur agar aap kabhi mumbai ate hai tb jarur ekbar ayein iss place mein.

                
                                MUMBAI DARSHAN[PART 8]

   kamla nehru park*sthalo mein se ek juta ghar,yani boot house.jeisa ki name se hi jahir hai ki yeh ghar jute jeisa lagta hai.boot house mumbai ke kamla nehru park ke andar sthit hai.iski dekh bhal brihat mumbai nagarpalika karti hai.boot house bahar se dekhne mein bilkul hi ek feete wala juta pratit hota hai.bachhe iss juta ghar ko dekhkr itna khush hote hai ki pu6o mat.aise juta ghar mein andar jane ke liye sidiya bhi hai.sidiya se chadkar aap jute ke top par ja sekte hai.bachhe juta ghar ke upr hamesha chahal kadmi karte nazar ata hai.yeh juta ghar har umr ke logo ko pasand hai.
kya bachhe ,kya bade kya budhe sabko yeh juta ghar dekhkr anand aa jata hau.bastab mein yeh ek mahila ka juta hai.iss boot house ke nirman se kamla nehru park ka akarshan aur bad gaya hai.yeh puri tarah se patthar se banaya gaya hai.dheere dheere yeh mumbai ka khas akarshan ban gaya.iska nirman angreji ki prasiddho kabita-debar baj old buman hu lild in a shoe se prerit hokr kiya gaya tha.
kamla nehru park ka name desh ke pehle pradhanmantri pandit jaharlal nehru ki patni kamla nehru ke name par rakha gaya hai.kamla nehru ji ka sath kafi pehle 6or gayi thi.kamla nehru park 4000 borgo ft mein faila hua 6ota sa park hai.yaha ku6 ped pothe aur fulo ki kayariya hai.park se marine drive ka sundar nazara dikhai deta hai.yeh mumbai ke sabse purane garden mein se ek hai.

mumbai darshan.mumbai mein ghumne ka jaiga kaha kaha hai?
             

                                         -yehsab posts ko bhi padhe-

                                      *BROWSER OF THE DAD EPIC BROWSER

                                  *shoes bhi karega aab baatein janiye kaise

                                       *sachin tendulkar success story

*30 jun ke baad aab nahi chalega aab whatsapp kuch phones ke operating system mein

                 *wannacry virus ki puri jankari apko iss post mein bataya gaya hai

veermata jijabai udyan*jijamata udyan purbo ranichi bag kaha jata mul british name victoria garden ke baad aur ab bhi veermata jijabai bhosle udyan ke roop mein jana jata hai,ek chidiyaghar aur udyan byculla mein sthit mumbai,bharat ke dil mein hai.yeh 1861 mein rakhi gayi thi aur bharat mein sabse purana chidiyaghar mein se ek hai.

mumbai darshan.mumbai mein ghumne ka jaiga kaha kaha hai?
 
dr bhau daji lad meusum*dr bhau daji lad mumbai sahar sangrahlay mumbai mein sabse purana sangrahalay hai.byculla east mein sthit hai,yeh mul roop se sajabati aur adoigik kala ka khajana ghar aur baad mein bhau daji ke samman mein diya gaya tha ke roop mein 1885 mein sthapit kiya gaya tha.
bhagwan elephinstan kendriyo sangrahalay prakritik itihas,arthobabostha,bhubigyan ,udyog aur kala ,1885 mein bombay mein pahla sangrahalay ki sthapana ki jorge buist apni sthapana ke liye pramukh pahal ki.1857 mein,yeh janta ke liye bandh kar diya gaya tha aur uske sangroho town hall mein sthanantrit kar diya gaya tha.1858 mein jorge birdwood sangrahalay ke cureator nijukt kiya gaya.jald hi,ek samiti ka gathan kiya gaya tha use shamil bhau daji lad aur jaganath shunkerseth sangraghalay ke liye ek nayi imarat ke nirman ke liye paise jutane ke liye.naye bhaban ki nimb 1862 mein rakhi gayi thi yeh koi dhani bharatiyo babsaiyo aur david sesun,sir jamsetjee jejeebhoy aur jaganath shunkerseth tarah paropkariyo ke sanrakshan ke sat banaya gaya tha.
2003 ur 2007 ke bich,iss sangrahalay mein jamnalal bajaj trust dara kala aur sanskrit birasat ke liye indian national ki mumbai adhyai ki dekh rekh mein ek pramukh bahali aya aur bitto poson kiya gaya hai.
mumbai darshan.mumbai mein ghumne ka jaiga kaha kaha hai?

              

Mithun
हेल्लो दोस्तों मेरा नाम मिथुन है,और में इस वेबसाइट को 2016 में बानाया हु.और इस वेबसाइट को बानानेका मेरा मूल मकसद यह है की लोगो को इन्टरनेट के माध्यम से हिंदी में इन्टरनेट की जानकारी प्रदान करना.इसीलिए इस वेबसाइट का नाम Internetsikho राखा गया है.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.