STOP LOSS KE PRAKAR

0
STOP LOSS KE PRAKAR
source by google
hi dosto aaj ekbar fir se aapsbko  internet sikho  mein abhut abhut swgat hai.
dosto aaj mein aaplogo ke yeh share karunga ki stoploss kitne type ka hota hai aur konsa stoploss kab use kiya jata hai aur knsa stoploss kya kya kam karta hai.
STOP LOSS KE PRAKAR    stoploss 2 prakar ka hota hai
   1)primiary stoploss*yeh apko kharidi bhav se nichla stor hota hai.
2)trailing stoploss*yeh apko bhav se ucha stor hota hai.
                                                                             katrina kaif ki jivan kahini janiye iss post mein
aaj ham janenge ki log keise unke trading aur nivesh ke tarreeke mein stoploss ka upoyog na karne ka bhul karte hai .
koi logo ko pata hai ki stoploss lagana chahiye fir bhi woh aisa Q  nahi karte hai yeh prasno sanssodhon karne jaisa hai.mera anubhab aisa kehta hai ki koi bar bazar mein anewale achanak painc ke karan  stoploss trigger hone ke baad bahv mein fir se sudhar hota hai aur trader ko dukh hota hai.
par samajnewali baat yeh hai ki iss tarah se stoploss trigger hone ke baad bhav 10 mein se 1 yaa 2 bar fir se sudhar sekta hai.
par 8 bar toh bhav gahtte hi rahta hai aur isiliye uss se bachab karne ke liye stoploss sahi tarike se lagana chahiye.


                                          kapil sharma ki success story ke bare mein janiye iss post mein
logo ne kh y ki mansik abastha bhi jan lena chahiye.liye juye position mein bhav ghtne par jaise ki har ek stor par bhav fir se thoda toh sudhrega aisa apeksha se position hold krke rakha jata hai aur stoploss nahi lagate hai.
par jadatar bisoy mein bhavapeksha ke anusar nahi badta aur jada se jada ghat te jata hai aur iss karan se trader ke bhitor ka dar badte jata hai.aise sthiti mein nirnoy shakti kamjor hota hai.sahi samay par stoploss lagane se aap kuch bhi nahi bigdta.
par stoploss na lagane se aur khas karke future ke bisoy mein stoploss na lagane se gharbar bechna pada aise ghatonao ka ant nahi hai.yeh ek dukh satya hai.

Mithun
हेल्लो दोस्तों मेरा नाम मिथुन है,और में इस वेबसाइट को 2016 में बानाया हु.और इस वेबसाइट को बानानेका मेरा मूल मकसद यह है की लोगो को इन्टरनेट के माध्यम से हिंदी में इन्टरनेट की जानकारी प्रदान करना.इसीलिए इस वेबसाइट का नाम Internetsikho राखा गया है.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.