TAJ MAHAL KE BARE MEIN KUCH ANJANE BAATEIN

0
TAJ MAHAL KE BARE MEIN KUCH ANJANE BAATEIN

hi dosto aaj ekbar fir se aapsbko  internet sikho mein bahut bahut swgat hai.
dosto jeise ki ham sab jante hai tajmahal ke bare mein aur isiliye jante hai kyu ki ham sbko yeh jaiga bahut hi pasandita hai.lekin dosto uske pi6e kya story chupa hai sayed aap yeh nahi jante honge.aur dikhta bhi nahi hai.

chaliye koi baat nahi jabtak kuch pdenge nahi tabtak kuch aap janenge nahi?.isiliye mein kehta hu ki continiue visit karte rahiye iss blog mein kyu ki mein aise hu kuch topic ke bare mein likhta hu jo kisiko pata nahi hota aur mujhe bhi aise topic ke bare padkhr apko jankari dena bahut a66a lagta hai.
chaliye fir aaj taj mahal ke kuch anajane baatein hi bata deta hu apko joh ki aap pdhkr apke honsh ud jayega.tajmahal sirf payar ki hi nishani nahi hai,walki iska name duniya ke sath ajooba mein bhi sumar kiya jata hai.iss khubsurat aur payar ki kahani bayan karne wale imarat kisne kiske liye banwaya yeh ham sab jante hai.

* mumtaj ke makware ke 6ad par ek 6ed hai
makwari ke 6ed se tapakte huye pani ke bund ke  pi6e koi kahani hai prachlit hai .jisme se
ek hai ki jab sahjhan ne sabhi majduro ke hath kat diye jane ke ghosna ki taki koi aur aise khubsurat imarat na bana seke.toh majduro ne tajmahal ke pura karne ke babojood isme ek aisi komi 6or di jeise sahjahan ka sapna pura na ho seke,

TAJ MAHAL KE BARE MEIN  KUCH ANJANE BAATEIN

*tajmahal ke charo aur bas ka ghera.2dity bissyjuddho 1971 bharat pakistan juddho.9.11 ke baad iss mahtya imarat ke suraksha ke liye aisai ne tajmahal ke charo tarah bas ka ghera banakr usse hare rang ke chadar se dhak diya tha taki yeh kisi dushmaono ke najar mein na aye.aur isse kisi prakar khati hone se bachaye jaye.

*jab pehli baar sahjahan tajmahal ko dekha aur usse didar kiya.toh usne kaha ki yeh sirf payar ki bayan nahi karega walki un sbko doshmukt karega joh iss par jameen mein kadam rakhega.
aur chand sitare iske gawahi denge.

*majdooro ke hath kat diye gaye.taj mahal ban ne ke baad ki ek abhayai yeh bhi thi ki sahjhan ne majduro  ki hath katwa diye tha.per agar itihas pe najar diya jaye toh tajmahal ke baad bhi koi imarato ko banwane mein un logo ka yogdan raha tha.ostad imat lahori uss dol ka hissa tha jisne tajmahal ko banaya tha aur lal kella ka nirman ka karya bhi unhike dekhne se shuru hua tha.

*tajmahal ke minar par aap najar denge toh apko charo minar ek dusre ke aur  jhuke huye najar ate hai.jinhe bijli aur bhukamp ke doran mukhya gmynt par na girne ke liye aise banaye gaye hai.

*tajmahal jab bech diya gya .bihar ke suprasidh thag natawar lal ke bare mein yeh kahani paristhit  hai ki ek baar usne tajmahal ko mandir batakar logo ko bech diya tha.natawar lal ke paitrik gaon ke log uske isi karan ke liye gaon mein uska mandir banwane ke liye mang uthane lage hai.

*ymuna nadi na hota toh taj mahal na hota.tajmahal ka adhar ek aise lakdi par bana huya hai jisse majboot banaye rakhne ke liye nami ki jarurat padhti hai.aur uss nami  ko najdik hi behne wali yamuna nadi banay rakhti hai.

*pisacho ke kalakruti.tajmahal ki kalakruti mein 28 tarah ke king  ke patthor ko lagaya gya tha joh chin ke bat se lekr srilanka se laye gaye the.british kal ke samay in desh kemti patthor ko anrejo ne nikal diya tha .jiske bare mein yeh kaha jata hai yeh desh keemti patthor kisi ki ankhe chandi ane ki kabiwalt rakhte the.

*kutub minar se bhi lamba hai tajmahal .kutub minar ko desh ke sabe uchi imaroto mein se jana jata hai.par iski uchai bhi tajmahal ke samne 6oti pad jate hai.sarkari maap ke anusar tajmahal kutub minar se 5 ft jada lamba hai.

*tajmahal par kharch.sahjahan ne jab tajmahal banwaya tha uss samay lagbhag 32 milion kharch huye the.jiski ajki ki keemat 128 lakh usd$ mein hai.

*sare khabbara ek hi sath kam karte hai.taj mahal mein lage koi bhi khabbara kisi pipe se jude huye nahi walki har khabbare ki niche ek tamba ka tank bana hua hai joh ek hi samay par bharta hai aur dabab padne par ek samay par kam karta hai.

*tajmahal ka gayeb hona.8 nov 2000 ka din tajmahol ke dekhne walo ke samne ek bada hi achankit  ka din tha .pc sarkar ne optecial sceince ke jariye tajmahl ko gayeb karne ka bhram paida kar diya tha.

*12000 selani.tajmahal ek din mein world ke sabse jada dekhe janewala imaroto mein se ek hai.isse dekhne ke liye puri duniya se 12000 selani har roj agra ate hai.

*kale tajmahal ka sapna.sahjahan ke ek khawis yeh bhi tha ki jaise usne apne bibi ke liye ek safed tajmahal banwaya tha aisa hi ek kala tajmahal khud ke liye banwa seke .par jab sahjhan ko uske bete jab aurogojeb ne ked kar liya tab uska sapna sapna hi rah gaya..

*tajmahal ke sath pehli selfie.aaj hmsb bahut selfie ke diwane hai.par jorg horishan nam ke iss bykti ne fis eyeland ki madat se uss samay selfie li thi .jab selfie ka mahal hi nahi tha.matlab tajmahal ke sath pehli selfie jorg horishan ne li thi.uske baad hi selfie ka publicity hua.

*tajmahal ka rang badalta hai.yeh baat jarur hairan karne wale hai lekin tajmahal ka rang badalta hai .din ke alag alag prahor ke hisab se tajmahal apna rang badalta hai .subhe dekhne par taj mahal gulabi dikhta hai aur shamko dudhiya safed aur chandni rat mein sunhera dikhta hai.

*america mein tajmahal.tajmahal ke diwano ka jab bhi jikkr  hoga toh sabse pehla name grain awaird winner singer hangry saint flair petrix ka hoga.unhe taj se itni mohbbot hai ki unhone apna stairland ka name bhi tajmahal rakh liya hai,

*apke dil mein tajmahal.tajmahal bananewale ne iske har pehlu par bada dhyan diya hai .yaha ke log kehte hai ki jab aap yaha se jate tab aap apne  dil mein tajmahl ko lekr jate hai.ek sinha tak jaise tajmahal se dur hote jate hai aur tajmahal apko aur bada yaad dilane lagta hai aur  uske yaado se aap kabhi juda nhi hone deta.

toh dosto mein asha karunga ki apko yeh tajmahal ke bare mein anjne baatein bahut pasand aye honge.aur mein aplogo se request karta hu ki apko yeh jankari keisa laga mujhe jarur batayein taki next topic bhi kuch aise khas likh seku aplogo ke interest ko dekhte huy.aur dosto aap apne friends ke sath bhi jarur share kijiye taki unko bhi tajmahal ke bare mein jan ne ka mauka mile.

*yeh posts ko bhi padhe*
Mithun
हेल्लो दोस्तों मेरा नाम मिथुन है,और में इस वेबसाइट को 2016 में बानाया हु.और इस वेबसाइट को बानानेका मेरा मूल मकसद यह है की लोगो को इन्टरनेट के माध्यम से हिंदी में इन्टरनेट की जानकारी प्रदान करना.इसीलिए इस वेबसाइट का नाम Internetsikho राखा गया है.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.