TV SERIALS HAME KYU NAHI DEKHNA CHAHIYE?

0
TV SERIALS HAME KYU NAHI DEKHNA CHAHIYE?
          
hi dosto aaj ekbar fir se aap sbko internet sikho mein bahut bahut swgat hai.
dosto kya aap jante hai ki yeh tv serials india mein keise aya aur iske pi6e kya chupa hai?

dosto yeh tv serials sirf manoranjan ke liye hi nahi banaya hai iske pi6e ka kahani aap janoge toh aap hairan ho sekte hai aur aap bhi tv serials dekhan bandh ksr doge.mein iske bare mein hi thoda jankari aplogo ke sath sahre karne ja raha hu.
aaj aise hi mein kuch reports collect kiya hu mahan bykti shree rajiv dixit ke kuch research se .

Tv serials हामे क्यों नहीं देखना चाहिए?

ki ham bharat mein videshi tv chanelo ko aaj dekhte hai toh jitne bhi videshi tv chanels hai jeise star plus aya cnn hai atn hai prime sports hai etc..in sabhi chanelo pe kuch serials ate hai aur un serials ko pure bharatbasi dekhte hai aur dikhate bhi bharatbasi hai.lekin unke plot sb america aur europe se ate hai .bharat mein star plus pe sabse jada serials dekhanewali ek ladki hai jiska name hai ekta kapoor.uske sabse jada serials ate hai .kuch karan se rajiv dixit se unhe baat karne ke mauka mila mumbai mein.toh rajiv ji ne usse ek hi sawal pucha ki apne jitne bhi tv serials hai sas bhi kabhi bahu thi teri meri kahani iski kahani uski kahani yeh sb serials plots kaha se ata hai?

kahani kaha se ata hai?
tab ekta kapoor ne bataya ki all imported .plot toh sabhi america se hai europe se aye hai kahaniya sb woha se hi aye hai usme hmne bharatiyo patro ko fit karne ki kausis kiye.
tab rajiv dixit ne ekta ji ko bola ki aab mujhe samajh mein aya ki apke sabhi serials mein matao ko hi sabse jada galiya kyu diye jati hai.sas bhi kabhi bahu thi aap agar iss serials ko dhyan se dekhe toh iss serial ki sabhi stri patro yaa mataye patro sbse jada durbhabona ka shikar hai.aise hi zindegi ki kahani koi bhi serials dekhe iske sabhi serials  dekh nahi pata hu lkin story jaruir padta hu mein.kabhi akbar mein ata hai kabhi megazin mein toh unsb serialo mein ek mata dusre ke khilaf sadajantra kar rahe hai dusre teesre ke khilaf aur teesre chauthe ke khilaf  nanad bhabi ke khilaf aur bhabi nanad ke khilaf mata jo hai ki kisi aur ke khilaf isi tarah ke sadajantro sadajontro matao ke bich mein sabse jada purusho mein kuch kam kyu ki yeh sb import plots hai euroe se aye hai america se aye hai toh woha toh mata kuch hai nahi toh uske khilaf sadajontro ho tabhi kuch mehtypurno baat nahi yaha toh bahut kuch maa ke upr nirbhar hai lekin india ne uss plots ko thoda mirch masala lagakar banaya gya hua hai.toh sabhi serials usi tarah dikhai deta hai iss desh mein.

kyu ki ham agar apni sabhyota ko dhyan mein rakhke koi serials banaye aur apni manytao ko dhyan mein rakhte hue koi serials banye toh iske bilkul ulta banenge.joh aaj ham dekh rahe hai yaa dikhaye ja raha hai .
jab rajiv ji ne ekta ji ko pu6a ki aap koi bharotiyo manyo ke adharpar serials kyu nahi banate hai?
toh ekta ji ne bola ki aap plot bana ke de dijiye hamare dimag mein toh ata nahi kyu ki hmne joh padha likha hai woh sbkuch isi tarah ka hai modern exam ka hai europeian ka.ekto kapoor europe mein rahkr ayi hai aur thode din america mein.toh ekta ji kehta hai ki joh jada kuch ham dekhte hai wohi ham yaha aake banate hai.toh iss tarah ka hota hai jb aap andha kanooni karte hai bina soche samjhe nakal karte hai toh iss tarah ka usme se kuch niklte hai.

fir hm apna sr pit te hai are hamara sanskriti ka binash ho raha hai sabhyota ka binash ho raha hai woh toh hogai  hi kyu ki bina soche samjhe aap yeh kar hi raha hai koi bichar toh hota nahi koi vys toh hota nahi koi mukabila toh hota nahi iss desh mein aise hi chalte jata hai.toh matribhakt samaj hamara ek pitribhakt samaj unka ab kon a66a kon bura kon woh nahi jan na chahiye woh alag ham alag hai aur alag manyota aur sabhyotaio ki kam karenge tabhi kuch a66a hoga nahi toh usme se

ku6 kharabi niklega ghal bel karenge confusion karenge toh khichdi banega?.
toh dosto yeh jankari apko keisa laga jarur comment box mein mujhe batatyein aur haa jarur share kijiye apne dosto ke sath taki sbko yeh jankari mile .

Mithun
हेल्लो दोस्तों मेरा नाम मिथुन है,और में इस वेबसाइट को 2016 में बानाया हु.और इस वेबसाइट को बानानेका मेरा मूल मकसद यह है की लोगो को इन्टरनेट के माध्यम से हिंदी में इन्टरनेट की जानकारी प्रदान करना.इसीलिए इस वेबसाइट का नाम Internetsikho राखा गया है.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.