KISIKA DIMAG KO KEISE PADHE ?HOW TO READ MINDS

0
KISIKA DIMAG KO KEISE PADHE ?HOW TO READ MINDS
image source by pixabay
hi dosto aaj ekbar fir se aapsbko internet sikhomein bahut bahut swgat hai.
dosto aise aap jante hi honge ki internet sikho  mein koi limit nahi hai ki sirf ek hi topic ke bare mein hi sikhne ko milega.internet sikho ka hamesha yehi kaushis raha hai ki apko kuch na kuch naya sikhne ko mile .aur hamesha yehi soch rahega.toh mein aplogo ke liye  aaj  ek bahut hi khas aur interesting topic lekr aaj mein hajir hu.aise apko topic ka title ko dekhkr hi pata chal gya hoga ki apko mein kis ke bare mein aaj baat karne ja raha hu.
dosto aise toh sbko jan neka bahut i66a rahta hai ki aapke bare mein kon kya soch raha hai aur aapse kya baat karna chahta hai joh keh nahi pa raha hai,lekin aap sahi tarike se jan nahi pate kyu ki hame yehsb mind reads tricks yaa signal ke bare mein patanahi hota hai isiliye ham asani se kisika mind ko ya dimag ko read nahi kar pate hai.lekin aaj yeh topic ko read karne ke baad apko bahut asan lagega dimag ko read karna.
KISIKA DIMAG KO KEISE PADHE ?HOW TO READ MINDS
lekin aaj mein ku6 aise tricks bataunga joh ki 100% sahi hota hai mind reads karne ke liye,uske liye apko thoda dhyan dena padega uske upr ki woh kya kr rah hai aur unke body language ko dekhker aap asani se analysis karke jan sekta hai ki aapke bare mein woh kya soch raha hai.
chaliye fir jante hai aisa kya tricks hai jisse ham kisika mind ko read kar sekte hai.

nak aur muh ko 6una

agar koi jhut bolne ki kaushish karta hai toh woh jadatar apna nak ko touch karta hai.iske pi6e ki wajah yeh hai ki uss time hamara  adrenal cortex first ho jata hai capilasor ke andar jsika wajha se nak mein khujli hota hai.aur ham nak ko touch karne lag jate hai.

  ek tarika hai jhut pakadne ka koi ku6 bhi bolte time apni muh ko hath se cover karta hai toh iska matlab hai ki woh apse ku6 6upa raha hai.
dusra tarika hai ankho ka idhar udhar ghumna .dosto yeh baat toh ham sb jante hai ki hamari ankhe chup rahkr bhi bahut ku6 bat deta hai.asal mein jhut bolnewala agar right hand hota hai toh woh apni ankhe uss taraf move karega.yani ki right side mein.agar woh left handed hai toh uska ankhe left side mein move karega.
toh aap ankho ko bhi afajb kar sekte hai jhut pakadne ke liye.

ankh milana

jhut bolte samay koi sidhe sidhe apse ankhe nahi mila pata.matlab yeh hai ki woh apse najre milakr baat nahi karega uski najre idhar udhar ki cheezo par jayega.
iske pi6e ki wajah yeh hai ki usse dar hota hai ki koi uske chehre ki habvab se apko uska jhut par shauk na ho jaye.

awaj par dhyan dena

jab koi jht bolne ki kaushish karta hai toh uska awaj mein changes hota hai.woh changes apko asani se najar ayega. aise log kabhi fast bolne lagta hai aur kabhi slow .inka voice pe lagatr change hote rahte hai.toh aap jhut bolnewalo ko asani se pakad sekte hai.

bahut hi details mein kisi cheez ko batana

bahut se log apni jhut chupane ke liye extra detaild dene lagta hai.matlab aapka sawal ka jitna answer hona chahiye usse jada dene ki kaushish karte hai.
aise log isliye karte hai kyu ki unhe lagta hai ki aisa karne se aap unki baato par biswas kar lenge..
dosto kya aap jante hai ki jadatar layars jab jhut bolte hai tab unke face par pasina asani se najar ata hai.
poligraf test yani ki jhut pakadne ka machine ne bhi hamare pashina ko majard kiya ja sekta hai.
yani ki iss pasina ki wajha se nerviousnes aur sharmilapan bhi ho sekta hai.

aap samne wala bykti ko uss baat ko dubara kehne ko bol sekte hai

agar koi baat sach hota hai toh ham usse jaldi nahi bhula sekta hai.lekin agar koi baat jhut hota hai toh ham asani se usko bhul jate hai.
agar apko kisi par dout ho toh usse unka bola hua baat dobaar repeat karne ke liye bole.
isse unka jhut pakda jayega aur yeh sabse best tarika hai jhut pakadne ka.
dosto apne bahut baar aisa bhi hote huye dekha hoga jab ham jhut bolte hai toh hamare sans tej ho jate hai.kyu ki hame darr hota hai ki koi ham pakde na jaye.
toh aap kisi ki sans ki raftar se bhi uska baato ka jhut ka pata laga sekta hai.
toh dosto yeh topic mein apne dekha ki kis tarah kisika sach yaa jhut pakad sekte hai.
aaap unka body movement ko dhyan mein rakhkr yeh jan sekta hai ki samnewala apko jhut bol raha hai yaa sach.
lekin dosto dhyan dene wala  baat yeh hai ki jaruri nahi ki iss tarah ki activity wala jhut hi bol raha hai.
*yeh sare posts ko bhi jarur padhe*
kyu ki nerviousness aur sercinues ke wajha se bhi ho sekta hai ki woh aisa kar raha hai.
isiliye yeh hamesha sahi nahi bata ta .bass yeh hamara thoda dout clear kar deta hai.
jabtak apke pass koi solide proof na ho tabtak  kisiko aap unke body movement ke dekhkr jhuta na bole.
toh dosto yeh tha ku6 tricks jisko aap yaad karke jan sekta hai ki apko kisi ne jhut bol raha hai yaa sach.
toh dosto mein asha karunga ki apko yeh topic apko a66a laga hoga.lekin dosto yeh baat mein bol raha hu kyu ki yeh mujhe a66a laga hai ki mein aplogo ke sath yeh topic ke bare mein jankari de paya hu.
lekin dosto sirf mera a66a hi toh sabka a66a anhi ho sekta hai na.
toh dosto please comment karke mujhe batayein ki apko yeh post keisa laga.aap niche comment box mein jakr aapna matamat bata sekta hai.
aur dosto haa apke dosto ke sath bhi isse share karna na bhule .na kon kis tarah se jhute baatein karke kuch na kar baithe jisse kisiko nuksan ho jaye.toh shareing is careing toh aap jarur share akre apne dsoto se.
aur haa aise new new topic ke bare mein jankari pane ke liye regular internetsikho  mein visti karte rahiye kyu ki isme perday ek new new topic post hota hai.
aur aap menu click karke bhi dekh sekte hai ki usme cateogory banaya hua hai apko joh category ka topic pasand hai woh topic read kar sekte hai.
Mithun
हेल्लो दोस्तों मेरा नाम मिथुन है,और में इस वेबसाइट को 2016 में बानाया हु.और इस वेबसाइट को बानानेका मेरा मूल मकसद यह है की लोगो को इन्टरनेट के माध्यम से हिंदी में इन्टरनेट की जानकारी प्रदान करना.इसीलिए इस वेबसाइट का नाम Internetsikho राखा गया है.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.