hello dosto aaj ekbar fir se aap sabhi ko internetsikho.com mein dil se swgat karna chhata hu. dosto aaj mein apko bataunga ki blog yaa blogger kya hota hai?aur log jadatar blog hi kyu banate hai hai aur blog bananeka maksad kya hota hai aur sath mein yeh bhi bataunga ki blog yaa blogger se hame kya sikhne ko milta hai.
iss post mein janiye youtube kya hai?aur youtube se kya hota hai?
dosto ek tarah ka website hota hai.jis par aap apni rai,story apne bare mein janakri,yaa fir apke anubhab ,aap blog ke madhyam se share kar sekte hai.purane jamane mein kuch log diary likhte the ,blg likhte the par aaj kal internet par agar aap ek blogg yaa web patrika likhte hai toh usse hi blog kehte hai.web blogg ka short form hai blog.koi prakar ke blogging sites hai jaise ki blogger ,wordpress,tumblr etc…blog rakhne ke gati bidhi ko blogging kehte hai.jaise mein blogging karta hu aur blogger woh insan hota hai joh blogg likhta hai.
jan lijiye iss post mein email aur gmail mein kya fark hota hai
toh blog ka faida kya hai?
log apne bhabano ko sabke samne lane ke liye apna gayan batne ke liye yaa apna anubhab dusro se share karne ke liye blogg karte hai.padhnewala ek anobcharit tarike se kisi bhi bisoy ke bare mein jan sekta hai.koi actor,rajneta aur it ke logo ke blg bahut hi jonopriyo hai.aur kuch log gumrah blogg bhi likhte hai aur apni parishaniya aur samossyae likhte hai.blg ke madhyam se dunia ko bata te hai .koi nami blg par toh itne popular ho gaya hai ki unke blogg par bahut sare log ate hai aur woh iss trafic ko biggyapon dikhakr paise bhi kamate hai.
kya aap jan na chahoge ki internet hamare liye kaise kaam karta hai
toh dosto aap toh pehle bahut bar sune honge blog yaa blogger ke bare mein aur mein ueed karta hu ki aap iss post ko padhne ke baad thoda bahut jarur samjh sekte hai ki bloog kaya hai aur blogger ke bare mein.apko agar iss post se jude huye koi bhi sawal hai toh aap mujhe comment karke puch sekte hai .aur aise hi internet ke bare mein naye naye post ke bare mein jankari prapt karne ke liye bane rahiye hamare sath yani ki internetsikho.com ke sath.kyu ki ham yaha apke liye perday 1 new post lekr ata hu .jiske madat se aap hardin ek new jankari apko milte rahta hai.
google kya hai yeh bhi jan lijiye iss post mein
android secret code ke bare mein bhi janiye iss post mein
Bahut hi badhiya post share kiya hain aapne Thanks
welcome brother
Very Good Post Sir Ji Thanks For Sharing
my pleasure brother.
Bahut accha post likha hai blog kya sitemap hota hai? aur kaise banate hai bhut hi details ke saath information share kiya hai dhwnayawad
I read this post for blogging your post so nice and very informative post thanks for sharing this post