SMART GOOGLE TRICKS KI JANKARI HINDI MEIN/ SMART TRICKS OF GOOGLE

0
SMART GOOGLE TRICKS KI JANKARI HINDI MEIN/ SMART TRICKS OF GOOGLE
source by google

hello dosto aise toh ham sabhi ne google ka istemal regular karte hi hai .yani ki hame kisi ki bhi jankari chahiye hota hai toh ham usse google pe likhkr dhundte hai. aur hame uske jawab mil jata hai .aur dosto aur bhi majedar tarika se google ko istemal karna hai toh apko thoda bahut smart google trciks ke bare mein thoda bahut jankari toh rakhna padega.

 

ji haa aaj mein iss post ke jariye apko batanewala hu smart google tricks ki janakri hindi mein aur sath mein apko yeh bhi batane wala hu ki uss google tricks ko  kaise aap istemal kare sekte hai.aur isse jankr aap hairan ho jaoge.ki itna majedar smart google tricks ke bare mein apko pehle kyu nahi pata tha.

 iss post ke madhyam se janiye cache memory ki puri jankari

cahliye aab janlete hai smart tricks of google ke bare mein

sikka u6ale*dosto kya apko yeh malum hai sikka u6alne ke time aap google ka madat le sekte hai ?agar nahi toh aaj mein apko bataunga ki aap kis tarah aap google ka istemal sikka u6alne mein bhi kar sekte hai?dosto aise sikka ua6alne ka matlab sikke ka 2 hi side hota hai head aur tail ok .toh jante hai ki apko kya karna hai ?apko sirf google ke search box mein flip A coin likhkr search karna hai yaa fir aap yaa fir aap iss link par click karke bhi search kar sekte hai.example ke liye  aapko niche picture ke madhyam se bhi dikhaya gaya hai .                                                                            

dusra joh google ke smart tricks hai woh hai google calculator*   dosto apke pass agar calculator nahi hai toh aap smart google trciks ke madat se bahut hi asani se calculator ka istemal kar sekte hai.                                     uske liye apko apke google ke browser mein search karna hai calculator yaa fir iss link ke madhyam se bhi direct calculator ke page par ja sekte hai.example ke liye apko niche ki chitro mein bhi dikhaya gaya hai.

 twitter ki puri jankari apko iss post mein bataya gaya hai                                                            

stopwatch yaa timer*dosto hame kabhi kabhi stopwatch yaa timer ka use krne ka bhi jarurat padta hai aur hame uss time dimag mein nahi ata hai ki kaise watch kare.lekin iss upoyog ke liye bhi aap google ko istemal karke aap timer ko watch kar sekte hai.uske liye apko sirf karna yeh hai ki google ki search box mein timer or stopwatch likhkr apko search karna hai.yaa firaap iss link ki madat se bhi direct timer ke page pe ja sekte hai.achhe trike se smjhane ke liye apko niche photos ke jariye bhi dikhaya gaya hai.                                                                                                       

ludo dice khele*dosto aap smart tricks of google ke madat se ludo dish bhi chala sekte hai.aur isme 1-6 tak ki koi bhi number apko milega.dosto iss smart trick ko istemal karne ke liye apko apke google ke browser mein search karna hai roll A dice yaa fir aap iss link ke madhyam se directly dice ke site par ja sekte hai.jada janakari dene ke liye apko niche picture ke sath bhi dikhaya gaya hai. 

iss post ke madhyam se janiye passport ka rong har desh ke liye alag alag kyu hota hai

dosto smart trciks of google ki janakri hindi mein aap ekbar jarur try kijiyega aur hame batayeiga ki kaisa laga hai apko yeh smart tricks.aur apko agar iss post ko pasand ata hai toh aap apne dosto ke sath bhi share kijiye aur jude rahiye internetsikho.com ke sath kyu ki ham yaha apke liye har din kuch na kuch naya tips yaa tricks lekr ate rahta hu aur hamare sath judne ke liye hame subscribe karna na bhule.

 

 

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.