MR AND MRS AUR MADAM HAME KYU NAHI BOLNA CHAHIYE

4
MR AND MRS AUR MADAM HAME KYU NAHI BOLNA CHAHIYE
source by google

हेल्लो दोस्तों आज एकबार फिर से आप सबको  internet sikho   में बहुत बहुत स्वगत है .
dsoto aaj ka joh topic hai bahut khas hai aur apko choka dene wala topic mein se ek hai.
dosto aise toh hamare india mein koi bykti se respect ke sath baat karne ke liye unhe ham mr. yaa fir mrs. jodkr unka name bola jata hai.lekin isme sochne wala baat yeh hai ki ham joh bhi bolte hai uske bare mein ham bina ku6 jane hi bol date hai walki ham yeh nahi dekhte hai ki yeh joh mein bol raha hu iska matlab kya hai yaa fir mein aisa kyu bol raha hu.mujhe aisa lag raha hai ki jadatar logo ko toh yeh mr. mrs.&n

bsp;ka asli matlab nahi pata hai.
aur mujhe bhi asli pata nahi tha mein aaj hi ek jaiga pe job yeh report padh raha tha tab mujhe iska asli matlab pata chala.aur dosto yeh joh post hai ajka yeh  rajiv dixit ji ka research kiya hua ku6 reports ke anumonik se likh raha hu.aur mujhe pura biswas hai ki apko yeh post padhne ke liye bahut interesting lagega aur aap pura post ko jarur padhenge.

cahliye fir aab topic ke pe chalte hai aur mr. mrs. ki poll kholte hai?
bharat ke logo ne bharat mein aise angreji shabdo ka istemal karte hai jinka meaning hi hame pata nahi hota hai.bolte rahte hai.ham angreji ka ek shabd bolte hai .koi koi baar rajiv dixit ji ne bharat ke aise logo ke gharo mein ja chuka hai jinke ghar mein angreji padh nahi paye aur bharatiyo rah nahi paye.aadh kachre ho gaya hai?.
kyu ki angreji padh nahi paye puri aur bharatiyo rah nahi paye aise gahro mein rajiv dixit jate hai.toh woh kis tarah se baat karte hai  woh rajiv dixit ji she is my mrs.
rajiv ji kehta hai really she is your mrs. tab woh thoda ghabda jate hai kya yeh bol raha hai .tab rajiv dixit ji unse pu6ta hai ki kya tumko malum hai mrs. ka matlab kya hota hai?
agar malum hai toh bolo aur nahi malum hai toh mat bolo.
chaliye mein hi bata dete hai mr.  mrs. ka artho.
dosto mrs shabdo ka aap agar itihas mein padenge england mein europe mein kya hota hai na bina shadhi ke pati patni banke sath rahneka hajaro saal purana parampara hai jisko leaving relationship kehte hai europe mein.shadhi nahi karte hai lekin rahte hai pati patni ki tarah se aur bachhe bhi kar lete hai but shadhi nahi karte hai.yeh ek bichitro parampara hai ek ke sath aaj rah raha hai kal ek aur ke sath rah  raha hai parsu kisi aur ke sath rah raha hai aise hi ek ek admi 40 40 striyo ke sath rahta hai ek ek ek stri 40 40 purusho ke sath rahta hai.
aab usme hota kya hai ?

 

                 mr. और mrs. का क्या मतलब होता है?


jin 4o ke sath rahte hai jisme ek  ke sath agar shadhi ho gayi toh usko 6orkr sab mrs. ho jate hai.iss baat ko thoda dhyan se samjhiyega .mrs. ka matlab hai dharam patni ko 6orkr woh sari mahilaye jinke sath aap rat bitaya chuka hai bistar par rah  chuke hai woh mrs .hoti hai.
dharam patni mrs nahi hota hai.aur mr iska ulta hai .pati ko 6orkr woh sare purush mr ho jate hai.aab ham hamari dharam patni ko mrs. bana ne mein lage rahte hai  aur isse usse aap mulakat ke time bolte rahte hai she is my mrs.?.tab rajiv dixit kehta hai really she is your mrs?.dosto yeh mat boliye aaj se kyu ki yeh a66a shabdo nahi hai.hamare desh mein iske liye bahut sundar shabdo hai toh ham kyu bole yeh shabdo jab nahi hota tab bolna majburi hota hai lekin apne pass hai na shrimati aur shriman  toh hamsb shramati 6orke mrs mein kyu fas gaye hai.toh hamare yaha joh bhi iss post ko abhi padh rahe toh unsabse mera nivedan hai ki aap apne pati patni ko mr yaa mrs na kahe .dosto aur ek bahut kharap shabdo hai angreji mein woh hai madam.

yeh joh madam shabdo hai yeh angreji ka nahi asli mein yeh french ka shabdo hai .french mein ek shabdo hota hai ma dam ,ab iska matlab yeh hai ki jaise ma=mera, aur dam=stri toh finaly yeh shabdo nikal ke ata hai ki istri?.meri stri =madam hota hai.jaise english mein mera koi my bolta hai aise hi mera french mein ma kehta hai.aur aap iss baat ko har ek kisi ko kehne lag jate hai madam madam ? madam .dosto toh aap jisko madam keh rahe hai pehle pu6 toh lijiye ussse ?.aap pu6o aur woh apko permision de tab aap usko madam kaho aise hi kisiko madam keh dena bahut khatarnak hai toh mat boliye aab iss shabdo ko aaj se.angreji shabdo ka meaning jane aur samjhe fiir uske baad unka upoyog kare toh thik hai lekin jab aap jante nahi hai samajhte nahi aur unka upoyog karte hai tab usme gudgabar ho jata hai.toh yeh faltu angrejo shabd apni jivan mein na laye toh hi a66a hai.
*yehsab posts ko bhi jarur padhe*
power bank kharidne se pehle kya dekhkar lena chahiye janiye iss post mein


toh dosto aab aapko mujhe ku6 aur batane ka jarurat nahi padega sayed kyu ki apko iss post se pata chal hi gaya hoga ki kisse kya bolna hai.
aur iss post ke mutabik apke mon mein koi sawal uthte hai toh aap mujhe comment box mein comment karke pu6 sekte hai.aur iss tarah ke interesting aur untold facts ko apne dosto ke sath bhi share karna na bhule taki unko bhi iss tarah ke untold angreji shabdo ka haqiqt pata chale.
aur aise hi latest aur untold facts ke jankari prapt karne ke liye regular internet sikho  mein visit karna na bhule kyu ki mein mein yaha pe aise hu ku6 new  topic perday lekr ata hu aur perday 1 new topic post karta hu.

Mithun
हेल्लो दोस्तों मेरा नाम मिथुन है,और में इस वेबसाइट को 2016 में बानाया हु.और इस वेबसाइट को बानानेका मेरा मूल मकसद यह है की लोगो को इन्टरनेट के माध्यम से हिंदी में इन्टरनेट की जानकारी प्रदान करना.इसीलिए इस वेबसाइट का नाम Internetsikho राखा गया है.

4 COMMENTS

  1. Sir Good Morning.. Have a nice day…
    me wordpresss ki free theme use karta hu.
    1.mere footer me “Copyright 2017-All Right Reserved” nahi hai. to aise hi coding karke likhdu to chalega?.
    2.mere footer me “proudly powered by wordpress” likha hai to use coding karke nikaldu to chalega?.

  2. हिन्दी को हिन्दी/देवनागरी फॉन्ट में ही लिखें तो अधिक भला होगा

    • shuruwat mein hinglish mein post likhna shuru kiya tha iss wajah se kuch post hinglish mein abhi bhi majud hai.jald hi un sare post ko hindi font mein badalneka prayas karunga.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.