हेल्लो दोस्तों आज एकबार फिर से आप सबको internet sikho में बहुत बहुत स्वगत है .
dosto aaj ka din bahut hi khas hai youth ke liye aur aaj ke din mein hamsb ek dusre ko ullu banate rahte hai aur majak karte rhate hai .lein yehsb toh sabhi karte hai.but baat ata hai ki kya aap iss april fools day history kyu manya jata hai aap jante hai?
iske pi6e ki kya theory hai kya aap jante hai?
nahi na,chaliye fir aaj iss topic pe mein apko batane ja raha hu ki april fools day history kyu manaya jata hai aur iske pi6e ka reasons kya hai.
*yehsab posts ko bhi read kare*
hor saal april month ke pehli din ko ham murkh dibas ke roop mein manate hai.kya aap yeh jante hai ki yeh din kabse aur kyu manaya ja raha hai?
aaj mein apko bataunga ki 1st april yani april fool ki history.
1st april ke din duniya bhar mein murkh dibas ke roop mein manaya jata hai.
hor koi apne aas pas ke logo ko ullu banane ka prayas karte hai.wohi hor koi murkh ban ne se bhi bachna chahte hai.ku6 karono se 1st april ko murkh dibas kehte hai.
aisa nahi hai ki aaj ke din logo ki budhhi kam ho jata hai.walki iss din hasi majak ke jariye lok ek dusre ko outsmart karte hai yaa fir bewkoof banate hai.
april fool से जुड़े हुए कुछ बाते
yeh saaf nahi hai ki 1st april ko hasi majak ka silsila kyu aur kabse shuru hua.
lekin isko lekr kuch kahaniya hai ek kahaniya ke mutabik april fools ka sambandh naya yani grey golion calender apnaye jane ko lekr hai.1582 mein yeh calender apnaya gaya tha.franch se iski shuruwat hua tha,1582 se pehle april se naya saal ki shuruwat hota tha.lekin grey glorian calender ne january se naye saal shuru hota hai .naya calender lagu hone ke babojud
ku6 log april mein naye saal ka jasan manate rahe.baki logo ne inhe murkh samjha aur 1st april ko murkh dibas kaha jane laga.
aur ek history 1s april se jude huye hai.
iss history ke mutabik april fools day ka sambandh british cari aur lekhak jafi chalsat se hai .chalsat ki kitab canterbury tales ne england ke raja lichard secin ki sagai 32 march 1381 bataya jata hai.aur canterbury tales ke log 1 april ko 32 march mankr sagai ki khusi manane lagte hai.
tabhi se 1st april ko murkh dibas kehne ki parampara chal pada hai.
duniya ke sabhi desho mein hasi majak ka din manaya jata hai.ku6 desho mein isse may ke month mrin manate hai.
moson denmark ne 1 may ko may ketkr taur par manate hai .lambe samay tak europe mein log holi mein rong aur gulall ki khel ko april fools day se jodkr bhi dekhte hai.
aur dekhte hai ki europe mein log colour ke name se ek alag tohar bhi manate hai.
dosto hasna sasthyo ke nazar se bahut hi a66a hota hai.aue yeh din isise juda hua hai.iss din log ek dusre ko murkh banate hai aur khus hote hai.
iss din ko sahi tarike se manata hai aur aap apne sath kitno ko zindagi ko susysth aur khusi ka pal bana sekte hai.
dosto yeh post apko keisa laga jarur mujhe comment box mein comment karke batayein aur ho toh apne dosto ke sath bhi isse share kijiye aur aise hi latest aur interesting post ke bare mein jankari pane ke liye regular internet sikho mein visit karte rahiye kyu ki mein yaha pe perday ek new topic publish karta hu.