hello dosto aaj ekbar fir se lekr aya hu aaap sabke liye ek fadu tips.ji haa aap agar kabhi yeh bhi sochte the ki kash mein agar koi bhi blog yaa website ke padhne ke wajhai aab sun bhi sekte the toh kitna achha hota tha.ji haa yeh bilkul possible hai aur woh bhi bahut hi asan hai na hi iske liye apko jada mehnat karne ka jarurat bhi nahi hai yani ki kisi hard software ko v install karneka jarurat nahi hai.
अनुक्रम ( छुपाये )
blog yaa website post ko padhne ke wajhai aab sunne ka tarika
dosto aapko bata du ki yeh subidha sirf aur sirf google chrome users ke liye hi upolabdh hai.uske liye apko ek extension install karna hoga jiska name hai speakit aur yeh apne name ke anusar hi apka chuna huya texts ko padhkar sunata hai.
-yehsab posts ko bhi jarur read kare-
*shahid kapoor ke success story ke bare mein ajniye iss post mein
*apke lapto se koi bhi data pendrive se copy na kar seke uske liye ek best tricks
*bitcoin ki puri jankari hindi mein janiye
*internet ka malik kon hai janiye iss post mein
blog yaa websites post ko sunne ke liye kya kya jaruri hai
*blog yaa website post ko sunne ke liye apke pass google chrome ka hona jaruri hai.
* uske baad aap apna google chrome browser opne kare fir browser open karne ke baad iss link par click karke yeh extension apke laptop yaa pc mein install kare
*usme aapko right side mein upr apko
ka ek button ka nazar ayega.usspar aap jab click karte hai toh apke browser mein woh install ho jayega.
*install ho ajne ke baad woha apko iska kuch settings ka nazar ayega usme apke hisab se choose karna hai.jaise padhe jane wale words ki awaz kitna hoga yaa enable speakit contex menu shortcut option ko choose karke kisi bhi texts ko select kare aur fir right side mein speakit option par click kare uske baad hi aapke select kiya hua texts ko aap sun sekte hai.
bass isi tarah se aap koi bhi texts ko select karke aur fir right side par speakit option par click karte hi aap kisi bhi blog yaawebsite ka texts ko asani se sun sekte hai.toh aab hua na asan kisi bhi blog yaawebsite ka posts ko padhne ka wajhai aab sun na.
toh dosto mujhe umeed hai ki apko yeh jankari pasand aya hoga.aur isse setup karne wakt apko kuch parishaniya ata hai toh aap mujhe comment box mein comment karke apka parishaniya bata sekte hai mein jarur apke madat karunga.aur isi tarah internet se jude huye naye naye tips tricks ke bare mein jankariya prapt karne ke liye jude rahe hamare sath .aur isse apne dosto ke sath bhi share karna na bhule taki unhe bhi iss tricks ke bare mein jankari mile aur woh bhi tricks ka anand utha seke.