CRICKET MATCH KYU NAHI DEKHNA CHAHIYE?

0
CRICKET MATCH KYU NAHI DEKHNA CHAHIYE?
                               CRICKET MATCH KYU NAHI DEKHNA CHAHIYE
hi dosto aaj ekbar fir se aapsbko internet sikho  mein bahut bahut swgat hai. cricket bharat mein kaise aya ?
cricket ke piche kya rahasya chupa hai kya aap jante hai?cricket match dekhne se desh ko kya faida aur kya nuksan hota hai kya aap jante hai?
mujhe pata hai 1 v answers apke pass nahi hoga.kyu ki hmlogo ko joh a66a lagta hai ohi dekhte hai lekin uske piche kya chupa hai oh nahi dekhte .lekin aaj mein apko joh bhi cricket ke bare mein batane ja raha hu oh sunkr aap hairan ho sekte hai kyu aise baate aur pehle apne nahi suna hoga isiliye.aur yeh joh jankari hai mein shree mahan bykti rajiv dixit ka kuch research ke madat se likhne ja raha hu.toh mujhe pura ekin hai ki apko bhi yeh topic read karne mein maja ayega.

cricket match हामसबको क्यों नहीं देखना चाहिए?

                         
samay bahut kharab aa raha hai iss desh mein .yeh joh wto ki conditions hai yeh sb hai.aur jitna kharap samay hai durbhagya ham sbka itna hi hai ki bharat ki janta ko uske bare mein kuch malum nahi hai jaise aap sblog kehte hai .
pade likhe logo ko toh bilkul hi nahi malum hai aur sadharn logo ko toh usse bhi jada nahi malum hai.
aur bharat ki janta ko nahi malum ho yeh sb batein iske liye 12/13 saal se iss desh mein ek bada bhari kam hua hai ispar agar koi research kare toh bhari chokane wale baat niklega.pi6le 10/12 saal mein jan bujhkr iss desh mein cricket ko promote kiya gaya .aur itna promotion kiya hai ki samaj ka sochne wala wakt cricket mein fas jaye aur baki sbkuch sochna bandh karde.jaise jaise yeh globaligation bada hai wto ki condition lagu hua hai waise waise cricket ka promotion itna jada hua hai ki ek match khatam nahi hota dusra nahi kahatm hota teesra khatam nahi hota chautha match pe match lage rahe taki sochne wala log wakt/log match dekhte rahe.aur joh match nahi dekhta woh sas bhi kabhi bahu thi dekhte rahe teri meri kahani iski kahani uski kahani dekhte rahe cinema dekhte rahe  fashion tv dekhte rahe  etc…toh fasa rahe woh .matlab sochne ke liye naya bichar uske dimag mein na aye uska dusparinam hame dikhai de raha hai ki bharat ka middle class aur uper middle class joh isme sabse aage ana chahiye tha woh sbse jada khamos banke 10/12 saal se desh ko lutta hua dekha .

*yeh sab posts v read kare*

jin gahro mein yaa paribaro mein pehel tv nahi tha unko jara pu6o jake ki keise hota tha sabere se sham tak ki har gati bidhi par charcha hota tha behs hota tha akabr mein yeh kahabr ayi hai megazin mein yeh khabar ayi hai iska matlab kya hai?isse kya honewala hai?kya nahi ?ek utsukta hota tha yaa hmm padosi ke pass jate the padosi hamare pass atew the maholla mein chopale lagte the gaon mein chopale lagte the.charchaye hote the bhs hote the.ristedar hamare ghar ate the hm ristedar ke pass jate the lkin jbse yeh ghar ghar mein sas bhi bahu thi teri meri kahani uski kahani yeh joh channels aa gye aur cricket ka match aya sb ghar mein sare baboystha tut gya.ab koi kisi ristedar ke woha ja nahi raha hai koi kiske iha aa nahi raha hai galti se aap kahi chale bhi jao toh tv chalu hai toh koi baat karne ko taiyar nahi hai aur aap ekbarg joh bharat ka karmath aur karmoshali hai usko cricket mein fasao aur dusra joh ghar babostha ko sambhal sekta hai usko sas kabhi bahu thi usme fasao .aur apke pass jab itna engegment aagya aab aap desh ki sochoge kya samaj ki sochoge kya aur karoge kya?

toh 10/12 saal mein yeh bahut baybsthit hua hai iss desh mein ek taraf yeh loot khasoot chalu hua hai aur dusri taraf iske khilaf bidroh na ho jaye iske liye joh barg madat karta hai usko fasa do tv mein aur tv mein cricket mein cricket se serial mein serial se cinema mein cinema ke bad aur thode kuch bakwas mein .aur aap dekhlo ki aaj iss desh ka jo education se laga hua log hai bidarthi adhyapak woh bahle kitni pariksha pe pariksha ho cricket dekhne ko nahi 6orega  bhale fail ho jaye.
                                   

aur woh kabhi kabhi test karte hai ki bharat mein diwanegi kaha tak pauche hai ?
toh samay bujhke aise samay mein jab pariksha jarur ho .toh ab woh dekhliya pariksha ho yaa pariksha ka baad ho match dekhnewalo ki sankhya mein koi kami nahi hai.toh woh samajh gaye ki yeh junun bahut upr tak pauch gaya ab iss junun ko ash karate raho aur dimag apakaa idhar lagate raho .ab cricket ke match mein jab sare desh ko yeh pata chal gya hai .pehle toh koi manta nahi tha iss baat ko ab toh sbku6 khul gya hai ki sare match fixed hota hai.aur joh match apko dekhkr lagta hai ki 1/2 run se match har gaya .lekin agar koi v match fixed rahta hai toh woh toh harna hi hai chahe woh woh 1 run mein yaa 2 baki sare picture daeshoko ko dikhane ke liye har jit toh pehel hi tay huye hote hai.
abhi sabkuch khul gya mohomod ajaruddin toh khullam swikar kar chuka hai cbi enquery bhi chal rahi hai cbi report aagya hai sare bade khiladi match fixer hai manager tak match fixer hai jogmohon dalmia fasa hua hai match fixer mein .

sabkuch malum hai fir bhi bhid bhid badte chale ja rahe hai taliya pe taliya malum hai 6akka padne wala hai chokka padne wala hai taliya marne ki koi baat nahi hai yeh fix hai pehle se lekin pagalpan bad raha hai.
iss khulasa se pehle aap kisika baat pe yekin nahi kiya tha.but jab yeh fixing ka khulasa bahar aya iske baad bhi agar aap kam 6orke match dekhte raho dhanda 6oro byapar 6oro naukri 6oro match dekho .aur yeh angrez toh thand mein cricket khelte the dhoop khane ke liye ?.aur india mein april month mein bhayankar dhoop chal raha hai aur yaha cricket khel raha hai?.
toh dosto yeh jankari apko keisa laga jarur mujhe comment box mein batayein aur hmm agar apko yeh jankari a66a laga toh please apne friend relatives ke sath share karna na bhule taki sbko jannne ka mauka mile.aap facebook twitwer ke dariye bhi share karsekte hai apne friends ke sath.

Mithun
हेल्लो दोस्तों मेरा नाम मिथुन है,और में इस वेबसाइट को 2016 में बानाया हु.और इस वेबसाइट को बानानेका मेरा मूल मकसद यह है की लोगो को इन्टरनेट के माध्यम से हिंदी में इन्टरनेट की जानकारी प्रदान करना.इसीलिए इस वेबसाइट का नाम Internetsikho राखा गया है.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.