DESH BIDESH SE JUDE HUYE KU6 ANJANE BAATEIN

0
DESH BIDESH SE JUDE HUYE KU6 ANJANE BAATEIN
source by google
हेल्लो दोस्तों आज एकबार फिर से आप सबको internet sikho  में बहुत बहुत स्वगत है .
dosto aaj mein aapko bataunga ku6 aise baatein joh sayed aap bahut kam hi jante honge.
aaj mein ku6 aise desh bidesho se ku6  anokhi baatein dhundkr niakla hu joh aaap sunkr hairan ho jayenge.chaliye fir batate hai aisa kya baatein hai dessh bidesho se jude joh aap nahi jante hai.
*yehsab posts ko bhi read kare*

                   देश बिदेश से जुड़े हुए आजनाबी बाते 

 
1)bishwa ka sabse ameer desh switzerland hai.
 
2)saudi arab mein ek v nadi nahi hai.
 
3)bishwa ka sabse dani admi america ka rakfelar hai jisne apne jivan mein sarbojonik heet k eliye 75 arab rupiya dan mein de diya hai.
 
4)bishwya ka sabse bada mahakabya mahabharat hai.
 
5)dakshin austrelia mein arjas namok pahadi pratidin apna rong badalti hai.
 
6)bishwya mein ravibar ka 6utti 1843 mein shuru hua tha.
 
7)sare sansar mein kul milakar 2792 bhasaye hai.
 
8)france aisa dessh hai jaha ma66ar nahi hote hai.
 
9)dakshin africa mein cobra namok brikshyo ke pass insan ke jate hi uski daliya usse jakad leti hai aur tab tak nahi 6orti jab tak woh pran na tyag de.
 
 
10)narbo desh mein suraj adhi raat mein chamakta hai.
 
11)bishwyo mein bharat ke alawa 15 august satatantrata divas koria desh mein bhi manaya jata hai.
 
12)nepal bishwyo ka ek aisa desh hai  joh aajtak kisi ka gulam nahi hua.
 
13)swiden officeial general yeh purana samachar patro hai 1645 mein prakashit hua tha .
 
14)bishwyo mein kareeb 353 desh hai.
 
15)bishwyo mein great briten ek aisa desh hai jaha ke dak ticket par apne desh ka name nahi likhta hai.
 
16)bishwyo ki sabse badi masjid alamlia irak mein hai.
 
17)saudi arab bishwyo ka ek aisa desh hai jaha koi mandir masjid nahi hai.
 
18)prashant mahasagar bishwyo ka sabse bada mahasagar hai.
 
19)caspo yansi rush mein bishyo mein sabse badi jhil hai.
 
20)asia bishwyo ka sabse bada mahadeep hai.
 
21)great wall of china bishyo ka sabse bada dibar hai.
 
22)saudi arab bishwyo ke sabhi desho ke kanun se kathor kanun bala desh hai.
 
23)thiland desh mein safed hathi paye jate hai.
 
24)bishwyo mein sabse adhik beton america ke rashtrapoti ko milta hai.
 
25)switzarland bishyo ka ek matro dessh hai jaha rashtrapoti ka karjokal ek saal ka hota hai.
 
26)neel nadi bishyo ki sabse badi nadi hai 6648 k.m lambi hai.
 
27)africa mein sahara bishyo ka sabse bada registan hai 8400000 borgo k.m hai.
 
28)bishyo ka sabse mehnga bastu urenium hai.
 
29)bishyo ka sabse prachin bhasa sanskrit hai.
 
30)sakaho ke sankhyao ki dristi se bishya ka sabse bada bank bharatiyo state bank hai.
 
 
31)switerzaland bishyo ka ek aisa desh hai jisne kabhi kisi yuddho mein bhag nahi liya.
 
32)rush bishyo ka ek aisa desh hai jiske ek bhag mein sham  aur ek bhag mein din hota hai.
 
33)bishyo ka sabse adhik janosankhya wala sahar tokio hai.
34)america mein bishyo ka sabse bada airport taxsas ka forth birth hai.
 
dosto yeh tha aajka topic .aur mein umeed karta hu ki apko yeh jankari pasand aye hoge.aap yeh jankari apne dosto ke sath share karna na bhule .aur aise hi untold topic ke bare mein jankari prapt karne ke liye regular internet sikho  mein visit karte rahiye kyu ki mein aisa hi ek new post perday publish karta hu.
Mithun
हेल्लो दोस्तों मेरा नाम मिथुन है,और में इस वेबसाइट को 2016 में बानाया हु.और इस वेबसाइट को बानानेका मेरा मूल मकसद यह है की लोगो को इन्टरनेट के माध्यम से हिंदी में इन्टरनेट की जानकारी प्रदान करना.इसीलिए इस वेबसाइट का नाम Internetsikho राखा गया है.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.