AADHAR CARD MEIN GALAT NAME KAISE SAHI KARE?

3
AADHAR CARD MEIN GALAT NAME KAISE SAHI KARE?
image source by google

hello dosto aap sabhi ko yeh baat pata hi hoga ki modi ji pm ban ne ke baad india mein gas subsidy pane ke liye aur public distribution  system (PDS) ka faida apko lena hai toh apko sabse pehle aadhar card banwana jaruri hai.lekin koi bar hamsb ke sath aisa hota hai ki aadhar card mar name yaa pata galat chapkar ajata hai.aur aaj mein apko bataunga ki ki aap asani se woh bhi ghar baithe AADHAR MEIN GALAT NAME KAISE SAHI KAR sekte hai.toh chaliye step by step apko bata te hai ki kaise aap adhar card mein name asani se ghar baithe hi change kar sekte hai.

 twitter ki puri jankari iss post mein bataya gaya hai

how to correct your name in aadhar?adhar card se name pata kaise kaise sahi kare

1)sabse pehle apko https://uidai.gov.in/ par jana hai uske baad aapka aadhar par click karna hai.fir uske baad joh page open hoga uss par niche ki taraf joh left side mein update your aadhar date ka link dikh raha hoga.usme click kare.aur woha apko dikhega ki aap kya kya chez update kar sekte hai.aur wohi apko update data online link dikhai dega.isse click karne par khulne wale page par to submit your update/correction request online please clcik here par click kare.

                                                      gmail ki puri jankari hindi mein

aadhar card में करेक्शन कैसे करे?

2)aur usme aapko apka aadhar number dalne ko bola jayega.apna aadhar number usme dale.text verification mein bataye gaye character dale aur otp par click kare.aur apke mobile par otp ka message ayega.woh apko usi box mein dalna hai. uske baad aap website par login ho jayegnge.

                                iss post mein aap janiye ki kaha se aap saste mein domain kharid sekte hai

3)ab data update request  par click karne ke baad joh bhi changes apko karna hai aap asani se kar sekte hai.uske baad apko jaruri pramanpatro upload karne ko kaha jayega .aur joh bhi badlav apne kiya hai usse sambandhit documents upload kar dijiye.fir confirm par click kare.fir bpo service provider par clcik kare.aur submit kar dijiye.

            iss post ke madhyam se janiye india mein holi kyu manaya jata hai

4)uske baad   update status  par jaiye.  adhar number aur uian  usme dal dijiye.fir ek message ayega your request complete successful uske baad signout kar dijiye.

 

5)aur jaha date update status likha hai uss par jakr aadhar number aur uian number dalkr check kijiye.isse apko pata chal jayega ki apka update hua hai ki nahi.

                             ac kharidne se pehle kuch jaruri baato ka dhyan apko rakhna hai

toh aab apke aadhar card ke joh bhi correction tha woh sab sahi ho gaya hai.aur mujhe umeed hai ki aap iss post ko follow karke asani se yeh correction sahi kar sekta hai.aur agar step follow karn ke baad bhi apko kuch problem ata hai toh aap mujhe comment box mein bata sekte hai mein jarur apko sahayata karne ka kaushish karunga.

 

3 COMMENTS

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.