हेल्लो दोस्तों आज एकबार फिर से आप सभीको internet sikho में बहुत बहुत स्वागत है .dosto aise toh aaj kal ke din mein hamsb ke pass multimedia yaa smartphone hota hi hai.
aur aap yeh bhi jante hai ki jabtak na apke mobile mein memory card nahi hota hai tabtak apka mobile smart nahi hota hai.toh hmsb apne mobile ko smart banane ke liye memory card lagate hai.
aur isliye lagate hai ki ham bahut sare apps store kar seke apke personal data store rakh seke personal photos ,videos,clips etc..yehsb data store karne ke liye memory card ka istemal kiya jata hai.aur apka itna sara data sb aab apke memory card mein save ho jata hai.
lekin dosto kya aap agar memory ka istemal karte hai toh apko yeh baat ka bhi pata hi hota hai ki memory card lock bhi ho jata hai kabhi kabhi password ke wajha se yaa kisi aur ne apka mobile mein memory card open karne time galat password dal de toh bhi aapka memory card lock ho jata hai.
अनुक्रम ( छुपाये )
memory card password unlock kaise kare?
toh jara aap ssochiye ki apka jitne sara data uss memory card mein tha aur woh lock jaye toh kya hoga aapka toh aap abhi ghabda gaye hai na?
dosto ghabdane ka koi baat hi nahi ata hai jabtak aap yeh topic ko read kar rahe ho.
aaj mein apko bataunga ki apke memory card ke password unlock keise karte hai?
toh please pura post ko read kijiye tabhi aap yeh process jan sekte hai.
chaliye fir aab process pe dhyan dete hai.
dosto yeh kaam bahut hi easy hai agar aap a66e se samajh lete hai.
iske liye apko ek kaam karna padega apko 1 symbian mobile dhundna padega agar apke pass hai toh bahut hi a66a.
aur un symbian mobiles ke series hoga iss tarah jaise 6120,N73,E63,E71,E66,E5.
toh pehle aap isi model mein se kisi ek mobile lijiye.
uske baad apke pass joh memory card hai jisme password laga hua hai aur aap us se kholna chahte hai toh uss card ko iss mobile lagaye.
-yehsab posts ko bhi jarur padhe-
*wannacry virus ki puri jankari apko iss post mein bataya gaya hai
*busines mein success hone ka kuch tips
*internet ka malik kon hai janiye iss post mein
*life mein kabhi har kyu nahi man na chahiye janiye iss post mein
uske baad mobile on karne ke baad hi apse password mangega kyu ki apke memory mein password laga hua hai toh apko uss time cancel mein click karna hai.
uske baad apko uss mobile mein apko tools namak ek folder mein jana hai.
tools mein jane ke baad apko memory mein select karna hai.
memory mein click karne ke baad format mein click kare.
aab aap dekhiye ki apka memory card password unlock hua ki nahi?
dusre mobile mein dalkr dekh lijiye ki password mang raha hai ki nahi.
dsoto ek baat ka dhyan rakhe format karne se pehle ki apka memory card format karne ke baad apka data apos nahi aa sekta hai lekin apka memory card apko fir se mil sekta hai.
dosto yeh topic mein isiliye likha hu kyu ki mein bahut sare logo ko sath aise hote huye dekha hu ki jeise sd card lock ho jane ke baad woh sochte hai ki yeh ab nahi chalega aur unke liye data jada important nahi rahta hai toh asani se usse fek dete hai toh unlogo ke liye yeh topic bahut hi kaam ka ho sekta hai.
dosto yeh topic apko keisa laga hai jarur mujhe comment box mein comment karke batayein.
aur iss topic ko aap apne dosto ke sath bhi share karna na bhule kyu iss topic se ho sekta hai ki uska koi purane memory pada hua hai aur woh iss topic ke madat se uska memory card ke password unlock kar seke.
aur dsoto haa ek kahs baat aaplogo ko mein batane ja raha hu ki internet sikho mein perday 1 aise hi new new topic ke bare mein bataya jata hai.toh continiue visit karna na bhule.kya pata konsa topic kabhi apke bahut kaam pe ajaye.
kyu ki sikhne ka naam hi zindagi
Thank you sir
Welcome sir
S40 mobile se hoga kya format
nahi sir usme possible nahi hai
Nokia 305 me ho jayega
nahi brother iss model se nahi hoga.
aapki jankari kaafi acchi hai ummed karta hu yah mujhe jarur kaam aayegi kabhi
shukriya.
Memory card se zyada data matter karta hy 😡😡p.w bhool gae hon me bt jb data he format karna pare to faida kya itni mehnat karne ka wese he phenk den