BOLLINGER BANDS KYA HAI?

0
BOLLINGER BANDS KYA HAI?
source by google
                             
hi dosto aaj ekbar fir se aapsbko  internet sikho mein bahut bahut swgat hai.
dosto aaj mein aplogo ko bataunga ki bollinger bands kya hai aur keise isko ham pehchanenge aur iska kaam kya hai.
bollinger band ke madhybhag mein ek moving average hota hai aur uske upr aur niche ki disha mein standard deviation ke adahr par 2 line hota hai joh 1 band taiyar karta hai.
                                                                      whatsapp ke videos aur photos kaise chupaye janiye iss post mein
                 time frame*

sadahran rup mein jadatar software mein 20 din ke setting hota hai.jisme simple moving average ka upoyog hota hai.
10 din se kam setting sathik sanket nahi deta hai aur woh suchok ko bahut chanchal banata hai.
                                           

upoyog*
iss suchok ko shares yaa bazar ke index ke chart ke upr bilin kiya jata hai.
iss suchok ke band ki size joh utar chadab  dikhata hai woh bazar ke prabrtit chanchalata ka sanket deta hai.
afaratfari ki sthiti ke samay band ki bistirnota badhte huye dikhai deta hai.
simit utar chadab ke gher mein atke huye bazar mein band bahut hi 6ota hote huye nazar ata hai.
lakshyan*
band bahut hi sankuchit hone ke baad kam kalabadhi mein bhav mein tibro utar chadab dikhai deta hai.
jab bhav bollinger band ke upr ki disha mein cross karta hai yaa fir niche ki disha mein cross karta hai  tab har koi trend har kisi disha mein chalu rahta hai.
jab band ke bahar buttom yaa top banne ke baad jald hi band ke andar naya buttom yaa top banata hai tab trend reversal ka sanket milta hai.
jab bhav ek band ke sire se shuruwat karta hai tab woh tab woh dusre sire tak janeka prayas karta hai .iske adhar par aap anewale bhav ka andaza laga sekta hai.
 
bollinger band ke adhar par kharidi yaa bikri ka nischit sanket nahi milta hai.uske sath rsi ka upoyog karne se a66a parinam mil sekta hai
jab bhav kisi bhi ek hi band par atakta hai tab woh trend chalu rahega aisa sanket milta hai yaa trend reversal ki suchona deta hai par uske adhar par kharidi yaa bikri ka sanket nischit hasil kiya ja sekta hai.
Mithun
हेल्लो दोस्तों मेरा नाम मिथुन है,और में इस वेबसाइट को 2016 में बानाया हु.और इस वेबसाइट को बानानेका मेरा मूल मकसद यह है की लोगो को इन्टरनेट के माध्यम से हिंदी में इन्टरनेट की जानकारी प्रदान करना.इसीलिए इस वेबसाइट का नाम Internetsikho राखा गया है.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.