HI DOSTO AAJ EKBAR FIR SE MEIN APSBKO INTERNET SIKHO MEIN BAHUT BAHUT SWAGAT KARTA HU.
DOSTO AAJ MEIN EK SHARE MARKET KE JUDE HUYE 1 TOPIC POST KARNE JA RAHA HU.AUR YEH TOPIC SE
APKE YEH SIKHNE KO MILEGA KI MARKET MEIN SUPPLY AUR DEMAND ZONE KYA HAI AUR ISSE SHARE PRICE MEIN KYA EFFECT DIKHAI DETA HAI. CHALIYE FIR DER KIS BAAT KI…..
busines mein success hone ka kuch tips
PRICE KE BICH KA FARK YEH SUPPLY AUR DE
MAND KE KARAN HOTA HAI.
JISKE MADAT SE CHART BANAYA JATA HAI JOH TECHNICAL ANALYSIS KA ADHAR HOTE HAI.
AGAR SUPPLY SE DEMAND JADA HO TOH PRICE BADHTA HAI AUR DEMAND SE SUPLY JADA HOTA HAI TOH PRICE GIRTA HAI.CHART KE MADAT SE YEH BADHOTORI AUR GIRABAT KO DARSAYA JATA HAI.
CHART KE ABHHYAS SE BIBIDH TECHNICAL SUCHOKO KI MADAT LEKR BHAO KIS DISHA MEIN JA SEKTA HAI ISKA ANDAZA LAGA SEKTA HAI.