AIRTEL INTERNET TV KI PURI JANKARI

0
AIRTEL INTERNET TV KI PURI JANKARI
image source by dthnews

hello dosto kuch hi dino se apko yeh sunne ko mil raha ki jio ke dth service launch hone wala hai.lekin aab toh mahal kuch alag hi ban gaya hai jio ko piche 6orkr airtel ne luanch kar diya hai airtel internet tv aur yeh 12 april 2017 mein launch hua hai.AIRTEL INTERNET TV KI PURI JANKARI HINDI MEIN.

cahliye aab apko bata dete hai ki airtel internet tv ki kya fetaures yani ki kya khasiyat hai aur isme kya kya naya fetaures milne wala hai joh iske pehle kisi comapny mein nahi tha. puri jankari ke liye pure post ko padhe kyu ki aaj mein apko detials mein batunga airtel internet tv ke bare mein jaise

 iss post ke madhyam se aap jan sekte hai ki internet kaise hamare liye kam karta hai

yeh airtel internet tv hai kya?                                                                                  airtel internet tv ka dam kya hai?                                                                           airtel internet tv kaise buy kiya ja sekta hai?

dosto airtel internet tv airtel ka hi ek dth service hai joh 12 april 2017 ko launch kiya gaya hai.dosto iss comapany ke bare mein aap thoda bahut jante hi honge jaise ki yeh ek bharatiyo company hai aur yeh bharat ke liye pehla internet tv joh android tv se less size dth setup box par chalega. aur iska sabse bada khasiyat yeh hai ki yeh kisi bhi tv ko smart tv mein badalne ka khamata hai inke pass.man lijiye apke pass apke pass pehle se hi smart tv/led hai toh bhi thik hai agar nahi hai toh bhi yeh apke liye kam kar dega aur apke normal tv ko bhi smart tv mein apne setup box ki madat se kar dega.

airetl internet tv ki ek majedar baat yeh hai ki aap iss tv par game aur apps bhi download kar sekte hai aur uska faida aap apne tv par utha skete hai.dosto airtel internet tv launch hone time airtel ke ceo ne bataya hai ki isme setalite ke madat se chalne wale 500+ tv channels aur sath mein hi netfilks ,google paly games,youtube,airtel movies aur bhi bhut sare interesting features ka ananad aap upobhog kar sekte hai.

  janiye iss post mein whatsapp ka puri jankari

dosto iss tv ka aur ek sabse best aur majedar features hai ki isme aap voice ke jariye remote control kar sekte hai.yani ki aap jiss chanel ka name apne remote mein lage woh chanel apke tv mein chalega.                                   sath mein aap apne mobile phone ke contact bhi tv par exces kar sekte hai kyu ki yeh kam cust ko support karta hai.

airtel internet tv ka(price) dam kya hai*

dosto iss tv ki dam ki baat kare toh online site amazon.com par apko 4999 rs mein jisme  3 month ke subscripton mil raha hai.aur sath mein hi setup box ka price bhi juda hua hai yani ki aap sirf 4999 rs mein hi setup box ke sath iske 3 month ka package bhi milta hai.                                      aur agar aap chahte hai ki aapko 1 saal ka package lena hai natlab sir aap ek hi bar airtel internet tv buy karte time 1 saal ka subscrption lena cahate hai toh apko 7999 rs dena hota hai aur pure saal apko recharge  ka jhnajhat se  ajadi mil jata hai..aur 1 saal ke plan mein 25gb extra data bhi milta hai.

aab baat ata hai ki iss internet tv kaise buy kare?

ji bahut hi asan hai isse buy karne ke liye aap aap iss link par click kijiye aur aap directly amazon ke site pe le jayega aur product ko bhi dhundne ka jarurat nahi hoga aur aap yaha se asani se buy kar sekte hai.

dosto iss post ko padne ke baad kuch logo ke mind mein yeh baat chal raha hoga ki mein toh yaha sirf apko online buy karne ka hi process bataya hu .ji haa offlne seva abhitak upolabdh nahi hai .kyu ki ofline service  ke liye company ko thoda setup karna padega jaise ki retailor,distrubitor etc. toh uske liye thoda time lag sekta hai.aur jaise hi ofline service milna start ho jayega mein updtes kar dene ka kaushis karunga.

 iss post mein janiye truecaller se apna name kaise hataye

dosto yeh jankari ako kaisa laga aap mujhe comment box ke jariye batane na bhule .aur iss post ko jitna hota hai apne dosto ke sath bhi share kijiye taki unhe bhi iss ofers ke bare mein jan ne ko mauka mile aur iss offers ka pura faida utha seke .aur aise hi internet related latest updates,tips,trciks ke bare mein jan ne ke liye jude rahiye internetsikho.com ke sath aur sath mein isse subscribe karna na bhule taki yahape jiten bhi post publish ho apko turant apke mail box mein mil jaye.

 

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.