dosto jeise ki hamare india mein bahut sare rashtrapati aya aur gaya but kya hmlog sbko yaad rakh sekta hai kya?nahi rakh sekta hai na.aur rakhna asan bhi nahi hai.lekin jadatar issitarah ka sawal hi pucha jata hai ki purane sab rashtrapati ka naam batao.lekin ham bata nahi pate hai.aur agr apko yeh yaad rakhna hai toh apko ek 6ota sa trick yaad rakhna padega.aur mein aplogo ke liye aise hi ek simple trick lekr aya hu aap sirf iss trick 4/5 baar revise kar lenge toh aap asani se yaad kar lenge bharat ke jitne bhi rashtrapati aye abtk.
chaliye fir der kis baat ki
tricks pe chalte hai.
*passport ka rong har desh ka alag alag kyu hota hai janiye iss posts mein
dosto yeh trick thoda lamba hai kyu ki bharat mein kuch jada hi rashtrapati aye isiliye .
toh apko thoda time dekr a66a se revised karna hai
raju ki radha jakar giri farakhuddin reddy ki jail mein, tab rama shankar narayan ki kalam se pratibha nikli pranob ke sath.
dosto isme joh words mein meine underline kiya hu usi words mein hi tricks niklenge.chaliye fir tricks pe dhyan dete hai.
1)raju-dr. rajendra prasad(1952-62)
2)radha-dr. sarbpalli radhakrishnan
3)jakar-dr. jakir hussain
4)giri-barahgiri benkat giri
5)fakruddin-fakruddin ali ahmad
6)reddy-nilam sanjib reddy
7)jail-gyani jail singh
8)rama-ramashankar venkat raman
9)shankar-dr.shankar dayal sharma
10)narayan-k.r. narayan
11)kalam-dr.a.p.j. abdul kalam
12)pratibha-pratibha devi sing patil
13)pranob-pranob mukharejee
dosto tohg apko yeh jankari yaa tricks keisa laga mujhe jarur comment box mein batayein.aur apne dosto ke sath bhi share kare taki unko bhi iss tricks ko yaad karke bharat ke rashtrapati ko yaad rakhne mein madat ho seke.