hi dsoto aaj ekabr fir se aapsbko internet sikho mein bahut bahut swgat hai.
dosto aaj mein ek abhut khas topic ke bare mein likhne ja raha hu joh ki sbko jan ne ka utsah rahega.
dosto kya aap isse pehle apne iss tarah ke topic pade hai kya/
agar pade hai toh bahut a66a hai.toh fir bhi ekbar pad lijiye sayed kuch naya ho mera topic mein.aise aaplog sab jante hi honge ki mera topic kuch alag hi hota hai aur kisi se match nahi hota hai kyu ki mera soch joh hai bahut hi diffrent hai isilye.aur jisne iss topic ke bare mein nahi pada hai woh dhyan se pade.
baraf बानाने का आबिसकार भारत में कैसे शुरू हुआ था?
sabse pehel baraf bana na bharat ne sikhaya hai.adbhut desh hai yeh bharat .lekin bharat mein baraf
sabse kam hai.lkin baraf bana na sabse jada hami ne jante hai.bharat mein barof jaha hai na woh kul milake 2 4 rajjyo hai ek toh jammu kashmir aur dushar himashal pradesh aur ek hai uttarkhand aur thoda bahut uttar purb ka kuch prasesh hai jaha par baraf girte hai.lekin yeh barof prakriti ki banayi huyi hai.lekin ham bharatbasi iss baat ka garv kar sekte hai ki manushhyo ki banayi huyi sabse pehli baraf hamne diye hai duniya ko aur uski technicy bhi hamne bati hai duniya ko.hamare desh mein ek mahan raja hua tha.unka name tha harshvardhan.aise apsb unke bare mein book mein pade honge.uske bare mein jankari bhi apko honge.cahliye unke bare mein 2 3 baat mein aaplog ko batata hu.pehli baat yeh hai ki woh baiganik tha aur raja hua.sabse badi baat uske bare mein joh duniya ko nahi pata hai ki woh khali raja nahi tha woh baiganik tha aur raja hua.aur chakroborty samrat hua.chakroborty smarat kya hota hai aap jante hai?
aur ek bishesh dawab usko dena padta hai .technocory pressure aur temparature dono ko control karke hi barof bante hai.bahut jatil pakriya hai yeh asan kaam nahi hai.lekin harshvardhan ko yeh malum tha aur usne baraf banana aur banwana apne rajjyo mein shuru kiya tha.uss samay se bharat mein barof bananeka parampara.barof hamara yaha bhagoban ke diya hua bahut kam diye gaya hai lekin banana hamko duniya mein sabse pehle aya.aab hamko yeh sabit karana abhi bhi baki hai ki issse pehle baraf bharat mein bani.angrej log batate hai ki hamne sabse pehle barof 18bi shatabdi mein banwayi.lekin hamne usse 1000 saal pehle banayi .sari duniya ko yeh baraf bananeka technolegy hamne di .
toh dosto apko yeh jankari kaie laga aap mujhe jarur batayein comment box mein comment karke.taki aage se mein aur aise anjane aur interesting topic ke bare mein mujhe utsah mile.aur dosto agar apko yeh jankri pasand aya toh apke dosto ke sath bhi share karna na bhule taki unko bhi iss jankari ko jan ne ka mauka mile.