COPY PEST BHARAT MEIN KEISE AYA?

0
source by google
                      
hi dosto aaj ekabr fir se aapsbko internet sikho mein bahut bahut swagt hai.
dosto aap jante hi honge ki internet sikho  kuch apke liye kuch naya jan ne ka yaa naya kuch sikhne ka yaa kuch naya jankari dene ke liye hi hai.aur aaj aise hi apke samne ek topic joh post karne ja raha hu apko headline dekhkr ho sketa hai ki aap parishan ho gye honge.but yeh ek real history hai joh ki india mein hi hua hai aur usme copy pest ka ek hissa hai .toh dosto iss topic ko mein kuch kahani ke sath share karna chahata hu taki apko details mein samjha seku.
aur yeh joh jankari hai muje shri mahan bykti rajiv dixit ka kuch reasearch kiya hua reports se hai.

copy pest भारत में कैसे आया था?
       
ajadi mein 1947 15 august ko toh hamne hamara sanbidhan banana shuru kiya.aur bharat ka sanbidhan banke taiyar hua 26 january 1950 ko .iske liye ek sanbidhan sabha ka nirman kiya gya tha uss sanbidhan sabha mein 296 sadasya the jinhone 11 month aur 18 din kam karke sanbidhan taiyar kiya.lekin 11 month aur 18 din mein kam kul 186 ghante hua aur usme sanbidhan taiyar ho gaya .bharat ka sanbidhan duniya ka sabse bada sanbidhan hai .itna bada likhit sanbidhan duniya ke kisi desh ke pass nahi hai joh bharat ke pass hai.

395 toh articels hai .aur shastro jeisa pustok hai.duniya ka kisi bhi desh mein itna bada sanbidhan nahi lekin bharat ne banaya.lekin rajiv ji ke man mein yeh sawal ata tha ki yeh matro 11 month 18 din mein itne kam samay mein itna mota sanbidhan keise bana liya hamne.isko banane mein toh jada samay lagna chahiye.jab khojna shuru kiya toh pata chala ki yeh sanbidhan mein hamne kuch khas nahi banaya anrejo ne ek kanoon banakar hamare desh mein 6ora hua tha usiko hamne bharat ka sanbidhan bana liya.anrejo ka ek kanoon tha iss desh mein 1935 mein uska name tha governent of india act .goverment of india act mein jo kuch likha tha wohi sab kuch bharat ke sanbidhan mein hai.kuch badla nahi .aur goverment of india act angrejo ne banaya tha bharat mein rajyo karne ke liye bharat ko gulam banane ke liye aur bharat par samrajya sthapit karne ke liye usiko pura ke pura sanbidhan ke roop mein hamne sikar kar liya.

toh sanbidhan sabha mein jo bade bade neta shamil huye tha na unkew byan agar aap padenge na toh aap hairan ho jayenge  hamare desh ki sanbidhan sabha ki jo drafting cometiy tha uski chairman the dr. bhim rao ambedkar.unhone 1953 mein yeh kaha rajyasabha mein bolte hue ki agar mujhe koi anumoti de de toh mein sabse pehla bykti hounga joh yeh sanbidhan ko jaladunga.
patrokaro ne unse pucha ki aap hi sanbidhan ke nirmata hai aur aap hi isko jalane ki baat kar rahe hai.
toh dr,bhim rao ambedkar ne kaha tha ki iss sanbidhan se bharat ke kisi nagarik ka bhala nahi honewala.
kyu ki jaldi jaldi mein banaya gaya yeh sanbidhan hai.aur unhone bahut dukhi hokr yeh kaha tha ki mere pass koi chara nahi tha itne kam samay mein sanbidhan bana na tha aur angrejo ki taraf se hmko yeh goverment of india act ka rule yaa draft diya gaya tha adha usse milakr aur adha duniya mein kisi dusre deso se milakr yeh bharat ka sanbidhan taiyar hua.
yeh bharat ke logo dara taiyar kiya hua sanbidhan nahi hai ek taraf se angrejo  ke banaye gaye kanoon  par adharit hai toh parinam kya hua woh sanbidhan banne ke aur lagu hone ke pi6le 60 salo mein hi 94 se jada usme sansodhon ho gye.
matlab sanbidhan mein original raha kaha .60 saal mein 94 sansodhon iska matlab har saal mein lagbhag 2 sansodhon huye hai.iska matlab itna sansodhon koi sanbidhan mein tabhi ho sekta hai jab usme koi bahut badi kharabi ho yaa kami ho yaa koi badi burai ho warna itne sansodhon hone ka koi karan nahi hai.

sanbidhan sabha mein pandit jahar lal nehru the sardar ballab bhai patel the sorojin naidu the rajkumari amratkaur the aise bhart ke bade bade diggoj neta the inke byano ko agar aap pade toh hairan ho jayenge yeh sbke sab yeh keh raha hai apne bayano mein ki bharat ke sahido ne kranti beero ne jis kalpana se desh ki ajadi ki ladai ladi hai uss kapano ko yeh sanbidhan koi bhi pura nahi karta.aur sahido ke sapne iss sanbidhan se pure nahi ho payenge yeh pakka hai.aur unke bayan aaj hamare samne hai 67 salo mein hame dikhai de raha hai ki yeh sanbidhan ne na desh ka bhala kar pa raha hai na samaj ka bhala kar pa raha hai.yeh ek badi bhari hamse bhul ho gyi a66a hota ham 60te sanbidhan banate lekin malik hota apna hota angrejo ke kanoon ki nakal nahi hota angrejo ka kanoon jo goverment of india act woh toh hamari gulami ke liye tha uspar adharit hamari ajadi ka sanbidhan keise a66a ho sekta hai?.

toh dosto mujhe pura umeed hai ki aab aap samjah gaye honge ki copy pest kaise aya tha bharat mei.aur iss post se jude huye apko koi sujhab hai toh aap mujhe comment box mein comment ke jariye bata sekte hai.


Mithun
हेल्लो दोस्तों मेरा नाम मिथुन है,और में इस वेबसाइट को 2016 में बानाया हु.और इस वेबसाइट को बानानेका मेरा मूल मकसद यह है की लोगो को इन्टरनेट के माध्यम से हिंदी में इन्टरनेट की जानकारी प्रदान करना.इसीलिए इस वेबसाइट का नाम Internetsikho राखा गया है.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.