hello dosto aaj ekbar fir se aap sabhi ko internetsikho.com mein hardik swgat hai. dosto apne facebook ke bare mein aise toh jante hi honge aur istemal bhi karte honge.dosto aajka post ka title ko dekhte huye aap yeh soch rahe honge ki yeh aaj mein aaj aisa kya special batane wala hu kyu ki aap bhi jante hai ki aaj ke duniya mein facebook itna popular ho gaya hai ki hamsabhi ko iske bare mein thoda bahut toh jankari hai hi hai.toh iss post ko likhne ka kya maksad hai.dosto yeh joh site hai yeh fully internet se jude huye topic ke liye hi hai toh yeh sab joh facebook whatsapp hai yeh basic topic ke andar mein ata hai toh iske bare mein bhi thoda details mein batana jaruri hai.aur joh new begginers internet world mein ate hai unke liye iss post kafi helpfully ho sekta hai.isiliye iss post ko likh raha hu toh chaliye jan lete hai facebook kya hai? iss post mein aap jan sekte hai ki internet kaise kam karta hai
dosto facebook internet mein sthapit ek free social networking site(samajik networking seva hai) hai.iske jariye apne dosto ,apne paribar aur jaan pehcahn ke logo ke sath sampark rakh sekte hai.par social networking site kya hota hai? yeh ek online platform yaa site hote hai.joh logo ke bich networking yaa samajik sambondho ko banane aur unko badhane par madta karta hai.aaj ke din mein aise toh bahut sare social networking sevaye avaialbel hai jaise ki twitter,linkedin etc.. lekin isme se facebook sabse jada popular hai. toh aab jan lete hai facebook ki kam kya hai?
iss post mein jan skete hai ki gogle kya hai
apko jsike sath bhi samajik sambondho rakhna chahte hai toh aap unke sath facebook ke jariye unke sath jude reh sekte hai.cahliye kuch example dekhe lete hai.agar aap scholl yaa colege mein padhte hai toh aap apne school yaa college ke facebook page se sambandh banaye rakh sekte hai.apka admission yaa results ke bare khabra khabri jan sekte hai facebook ke madat se.aap apne dost yaa pariabr ke sath sampark mein bane arh sekte hai.chat kar sekte hai.unko sandesh yaa message bhej sekte hai.unke sath photos,videos bhi share kar sekte hai.kya aap kisi abhineta yaa abhinetri ka fan hai toh aap insb actors/actress ko fcebook par follow kar sekte hai.unke page ko like bhi kar sekte hai.kya aap kisi khiladi ka fan ho toh aap unke bhi faceboo page ko like karke unke bare mein latest news ke bare mein jan sekte hai. aaj kal toh koi sangathan aur sansthaye bhi facebook par hai.koi rajneta,rajneti partiya,dharmik sansthaye aur samajik sangathan bhi facebook par hai.toh aap chahe toh unke sath sampark banaye rakh sekte hai.facebook ka sthapona 2004 mein haward ke ek student marks jukanbarg ne kiya tha.aur aab kuch hi saalo mein lagbhag 105 cr log yani ki 1050 million log iske sath jude hai.aaj kal koi companiya yeh sevaye mobile par bhi pradan karte hai.toh agar aapke pass mobile aur internet connection hai toh aap facebook ko mobile se bhi istemal kar sekte hai.
facebook ka profile page kya hota hai?
iska ka istemal karnewale apna ek profile page taiyar karke usspar apne bare mein jankari dete hai.isme woh apna name ,photo,apna birth date yaa hobby,yaa interests,fir woh kaha kam karte hai kis school yaa college se gaye hai uske bare mein introduction dete hai.iss page ke madhyom se log apne dosto aur jaane pehchane logo ke name aur email dalkr unhe khoj bhi sekte hai.agar aap chahe toh apna prifile page bana sekte hai.aur agar aap chahe toh kisi jankari ko facebook par dhund bhi sekte hai.toh public page kya hota hai?jane mane log apna public page banate hai .sarbojanik khate yaa public page yani ki ek aise page jisse har koi dekh sekta hai.usse se jud jane ke baad aap apne priyo khiladi ,abhinetri,aur neta se sampark banaye rakh sekte hai.aur unki bare mein bhi jan sekte hai.yeh log apni prasansa ko apne fans yaa samarthoko ke sath share karte hai.aur unhe bata pate hai ki woh kya kar arhe hai aur unke sath photos,videos bhi share kar pate hai.
kya aap jan na chahte ho ki internet ke malik kon hai?
yeh yeh internetsikho.com ka facebook fan page hai aap chahe toh join kar sekte hai.dosto mujhe umeed hai ki apko aab facebook ke bare mein pura samajh mein aagya hoga aur iss post se jude apke mon mein koi bhi sawal hai toh aap mujhe comment karke bata sekte hai.
iss post mein janiye ki email kya hota hai
bahut achchhi jankari hai
Thanks
facebook ke bareme aapne puri detail me bohat hi achi information di hai. good work.
thanks brother.