dosto aise aap agar ek blogger hai toh apko pata hi hoga ki logo kya hota hai?aur logo kitna important hota hai apke site yaa blog ke liye.aaj mein iss post mein apko batanewala hu ki apne blog yaa website ke liye attractive logo kaise bana sekte hai woh bhi bahut easy tarike se batanewala hu.toh agar aap bhi apke blog yaa website ke liye ek khoobsurat logo banana chhate hai toh dhyn se iss post ko pura padhe.
अनुक्रम ( छुपाये )
logo kya hota hai?
dosto jaise apke site ka domain hi apka website ka address hota hai aur sath mein apka site ka pehchan bhi hota hai.same waise hi apke website ka logo bhi ek tarah ka apke site ka pehchan hota hai. jaise aap koi bhi company ka log dekh lijiye (example k etaur se aap nike ka logo dekh lijiye joh ki ek bahut hi bada sports material company hai aur toh uska logo ekbar hamare mind mein baith jata hai toh ham bahut jaldi uss logo ko dekhr hi pehchan lete hai ki iss site mein hame kya mil sekta hai).same isi tarah apke site mein anewala visitors ko pata chalta hai ki yeh website se kya jankari mil sekta hai aur next time jab v woh apke site mein visit karega toh usko logo dekhkr hi yaad ajayega ki apke site se usse kya jankari mil sekta hai.toh apke site ke liye logo bana na bahut hi jaruri hai.
logo kaise banaye? dosto mein joh tarika batane ja raha hu logo bana ne ka woh bahut hi simple tarika hai.aur haa apko pehle hi bata du ki isme aapko koi photos, yaa gif,icon add karne ka jarurat nahi padgea apko sirf apke site ka text dalna hai aur style choose karna hai toh yeh bahut hi simple tarika hai. dosto upr k e2 line padhte padhte apke mind mein ek sawal jarur paida hua hoga ki yeh bina photo,gif,icon ke kaise log banega aur dikhega hi kaisa toh apke mind mein confusion chal raha hoga.chaliye apka confusion ka bhi clear kar deta hu.dosto kya aap jante hai ki india ke top bloggers konsa konsa hai?aap agar pehle hi blogging duniya se jude huye hai toh sayed pata hi hoga aur agar aap naya hai toh sayed nahi jante honge toh chaliye apko bata dete hai unn indian tops bloggers ke list mein se kuch 1)labnol 2)supportmeindia in 2 blog ko aap visit kar ke dekh lijiye ki in lgo ne kaisa logo laga rakha hai apne site ke liye.
-yehsab posts ko bhi padhe-
*iss barish ke mausam mein pani se apne mobile ko kaise bachaye
*google ke kuch funny tricks ke bare mein janiye iss post mein
*atm aab kaise ayega apke ghar janiye iss post ke madhyam se
*income tax ka paisa kaha jata hai janiye iss post mein
-toh chaliye jan lete hai finaly logokaise banega- apke logobana ne ke liye iss link par click kare aur apko ek website mil jayega usme apko sirf apke site ka name dalna hai aur fir koi bhi ek style choose karna hai fir right click karke uss logo ko aap save karke apne site mein laga sekte hai.niche apko images mein dikh raha hoga ki kis tarah ka logo iss site se aap bana sekte hai.
upr apka wesite text dalkar koi bhi style choose karke niche create my search engine logo par claik kare
fir logoke upr right side click kare uske baad save kar de apke file mein.fir usse aap apne site par laga sekte hai.
simple text logo website mein laga lagane ka faida aur nuksan kya hai?
dosto simple textlogo lagane se apka site bahut hi clean aur clear dikhega apke site ka name.aur apke site ka speed bhi achha rahgea kyu ki aap jante hi hai ki simple textlogo file ka size bahut hi chota hota hai jisse apka site mein jitna free sapce rahega toh utna hi jada speed se apke site open hoga.
aur agar aap koi bada size ka file yaa imeage ke sath yaa fir koi gif file laga dete hai toh apka site speed bahut hi dhimi ho jayega kyu ki apka joh logo ka file size hai woh bahut hi high hai .aur yeh logotoh aap jante hai hi ki header par rahta hai aur agar aap header par itne bada size ke file yani ki logolaga dete hai toh kaise apka site jaldi open hoga.to mere hisab se apko chota sa text wala hi koi logo rakhna chahiye jisse apke site jaldi se open ho seke.
aur agar apka site hi jaldi open nahi hota hai toh visitors v apke site ko pasand nahi karega.aur agar visitor apke site ko pasand nahi karta hai toh woh dobara apke site pe ayega nahi.aur agar aap ek serious blogger hai toh aap jante hi honge ki visitors kitna maine rakhte hai apke liye aur visitors ke bina blogger kya kaam ka hai?
dosto iss post mein apko sirf ek logobanane ko sikhne ke liye hi itna bada post ko raed karna pada hai.ji iss post ko itna lamba likhne ka maksad yehi hai ki logoke bare mein new bloggers ke mind mein jitne v confusion hai woh clear kar seku iss post ke madhyam se .aur mujhe pura umeed hai ki iss post mein logo se jude huye jitna bhi confusion tha sab clear bata paya hu aur iss post apko pasand bhi aya hoga.aur iss post ke mutabik apke pass koi sujhab hai toh aap mujhe comment box mein comment karke bata sekte hai.
nice post sir thank you
Welcome brother
Sir aap kon si theme use kar rhe hai? Aur sath hi Font Style use kar rhe hai?
Bro mein newspaper 8.1 theme use kar raha hu ,aur laila font use kar raha hu
Very nice and Use full post for me
Thanks for this information
Great article i really needed this thank you so much 🙂
welcome dear,keep visiting and keep supporting.
bhai kaafi helpful article hai.
Thanks for posting this article.
welcome brother
nice article thanks for shearing
my pleasure brother.
I like this article. It is beneficial for others. Thank you for sharing this post.