MARKET MEIN SUPPORT RESISTANCE KYA HOTA HAI?

0
MARKET MEIN PRICE TREND KYA HOTA HAI?
source by google
MARKET MEIN SUPPORT RESISTANCE KYA HOTA HAI?
HI DOSTO AAJ EKBAR FIR SE AAPSBKO  INTERNET SIKHO MEIN BAHUT BAHUT SWGAT HAI.
DOSTO AAJ MEIN APKO YEH BATAUNGA KI YEH MARKET MEIN SUPPORT AUR RESISTANCE KA KYA KAM HAI?

SUPPORT*   YEH EK AISA STOR HAI JAHAPAR DEMAND ITNA JADA MAJBUT HOTA HAI KI PRICE KO ADHIK NICHE JANE SE ROKTE HAI.
ISS STOR PAR SUPPLY SE DEMAND JADA HOTA HAI JOH PRICE KO ADHIK TIME NICHE ROK KAR RAKHTE HAI.
JAB SUPPORT STOR TUTTA HAI TAB AISA KAHA JA SEKTA HAI KI USS SAMAY MANDIWALO KI TEJIWALO KO JEET HUYI HAI.KABHI KABHI NEWS KE WAJAH SE BHI SUPPORT KA STOR KO TUTTE HUYE BHI NAJAR ATA HAI.
KOI BAAR SUPPORT KA STOR TUTNE KE BAAD BHI JAB TAK1/3 BHAG DEKR NICHE KI AUR BANDH NAHI HOTA HAI TAB TAK RAH DEKHNI CHAHIYE.JISS MEIN LOSS SE BACHA JA SEKTA HAI.
                              airtel internet tv ki puri jankari iss post mein bataya gaya hai
RESISTANCE*RESISTANCE KO SUPPLY LINE BHI KAHA JA SEKTA HAI.JAB KOI EK STOR PAR HAMESHA BIKRI HOTI HAI TAB USS PAR ABRODH STHAPIT HO SEKTA HAI.
JAB ABRODH KA STOR SAFALATA PURBOK PAR KARTA HAI TAB USKE BAAD USS ABRODH KA STOR SUPPORT BAN JATA HAI.
SUPPORT AUR RESISTANCE KA FAIDA UTHAYA JA SEKTA HAI JAB KOI SHARES KISI STHAPIT CHANNEL MEIN EK STOR PAR ABRODH DETA HAI AUR DUSRE STOR PAR SUPPORT DETA HAI.
ANGREJI MEIN ABRODH KO RESISTANCE KEHTE HAI AUR TOUCH KO SUPPORT KEHTE HAI.AUR YEH MARKET MEIN YEH ANGREJI SHABDO HI JADA UPOYOG KIYA JATA HAI.

                  power bank kharidne se pehle kya dekhkar lena chahiye janiye iss post mein
SUPPORT AUR RESISTANCE KA UPOYOG TREND PEHCHAN NE KE LIYE BHI KIYA JA SEKTA HAI.
AAP YEH BHI DEKH SEKTE HAI KI PURANA SUPPORT TUTNE KE BAAD JAB WOH NAYA RESISTANCE BANATA HAI TAB JABTAK ISS RESISTANCE KE UPR PRICE NAHI NIKALTE HAI TABTAK NAYI KHARIDI NAHI KARNA CHAHIYE.
GIRABAT KE BAAD BAJAR YAA SHARES KA PRICE SUPPORT PAR SE APOS GHUMNE MEIN SAFAL HUA TOH PRICE HAR KISI STOR PAR BUTTOM BANAKAR TEJI KE DISHA MEIN HONEKA SANKET MILTA HAI.
PAR ANNYA PARIBRTON O KO DHYAN MEIN RAKHKAR NISCHIT KARNA ABSHYAK HAI KI PRICE MEIN HONEWALE YEH BADHOTARI NISCHIT KARNA ABSHYAK HAI KI PRICE MEIN YEH BADHOTARI MAJBUT HAI YAA NAHI.SIRF SUPPORT KE ADHAR PAR USS STOR KE BUTTOM KI GINTI KARKE KHARIDI KARNE KE LIYE NAHI BHAGNA CHAHIYE  Q KI BUTTOM STHAPIT  HONE MEIN SAMAY LAG SEKTA HAI AUR SAMBHAB HAI KI PRICE USS BUTTOM KE NASDIK LAMBI SAMAY TAK TEEKE RAHE.

DOSTO UPR JOH IMAGE MEIN REDLINE BANA HUA HAI WOH RESISTANCE KA KAAM KARTA HAI.
AUR JOH GREEN LINE BANA HUA HAI WOH SUPPORT KA KAAM KARTA HAI.              

Mithun
हेल्लो दोस्तों मेरा नाम मिथुन है,और में इस वेबसाइट को 2016 में बानाया हु.और इस वेबसाइट को बानानेका मेरा मूल मकसद यह है की लोगो को इन्टरनेट के माध्यम से हिंदी में इन्टरनेट की जानकारी प्रदान करना.इसीलिए इस वेबसाइट का नाम Internetsikho राखा गया है.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.