MUMBAI DARSHAN [PART 5]

0
marine drive mumbai.dhobi ghat in mumbai.film city mumbai.juhu beach.gateway indiamumbai darshan hindi meinmumbai darshan,mumbai ke ghumne ke sare jaiga ke bare mein jaane

  hi dosto aaj ekbar fir se aapsbko internet sikho mein bahut bahut swgat hai.dosto aaj mein 3 aur new aise jaiga ke bare mein batane ja raha hu joh ki bahut hi famous mein se hai.aur apko maja v ayega agr aap akbhi ate hai mumbai ke iss jaiga mein.

prince of wales museum*chatrapati shivaji maharaj bastu sangrahalaya mumbai,(purbo name’prince of wales museum of western india’)mumbai ka mukhya sangrahaly hai.iska nirman wales ke rajkumar ke bharat jatra ke samay mumbai ke prathistit  uddyogpatiyo aur nagoriko se prapt sahayata mumbai ke sarkar dara sarak ke roop mein nirmit kiya gaya tha.yeh bhaban dakshin mumbai ke fort vilioum mein,alphinston college ke samne hai.iske samne rigal cinema aur police ayukta karjaalay sthit hai.bagal mein david sasun pustok sanggrahaloy ,whatson hotel,bhi hai.aage samudro ke taraf jane par gateway of india ata hai.
                    marine drive mumbai.dhobi ghat in mumbai.film city mumbai.juhu beach.gateway indiamumbai darshan hindi meinmumbai darshan,mumbai ke ghumne ke sare jaiga ke bare mein jaane

 
siddhivinayaka temple*siddhi vinayaka mandir bhagwan ganpati ka bahut hi su prasidhho hai.yeh mandir prabhadevi mumbai mein absthit hai.iska nirman 19 nov 1801 mein laxman vithu aur deubai patil ne karaya tha.yeh mumbai ka sabse dhanvan mandir hai.yeh ek chote se mandap ka bahut hi sundar mandir hai.iske lakdi se bane darvazao pe bahut hi sundar kalakari se asthvinayak ki chhabi banai gayi hai.andar se mandir ka gumat sone ki parat chada hua hai.aur center mein bhagvan ganeshji ki murti biraj man hai.yaha pe hanuman ji ka bhi ek 6ota sa mandir hai.yeh mandir ek 6otisi dharmik jagah mein se bahut badi dharmik jagah ban gya hai.iss mandir mein darshan ke liye india ke bahut hi jane mane aur bade bade log ate hai jisme poloticians se leke bolywood kalakaro ka bhi samavesh hota hai.
-yehsab posts ko bhi padhe-
siddhivinayak bhakto mein navasala pavanara ganpati se bhi jane jate hai.
 
essel world*mumbai mein sbse pehle manoranjan park ki shuruwat 1989 mein zee group ke malik subhas chandra ne essel world ke roop mein ki.fir yehi 1999 mein water kingdom ki shuruwat hui.sahar se kafi dur aur mehnga hone ke babwajod 68 ekr mein fele iss dhim park mein koi aise akarshan hai joh bachho aur bado ki apni aur khichte hai.
december mein essel world 20 barso pure karne ja raha hai.do dashak pura karne ke babwojod essel world ka akarshan ab tak barkarar hai kyu ki samay samay par yaha nayi riders banai jati rahi hai.hal hi mein yaha ek bhagya pegoda banya gaya jiska udghatan rashtrapati shrimati prathiba aptil ne kiya.
essel world meinn3.3  se lekr 4.6 ft ki lambai ke liye kamkaji dino mein 250 rs aur saptah au r6uttiyo ke dino mein 350 rs liye jate hai.water kingdom ke liye 250 rs aur 350 rs fees liye jate hai.jabki sanjukt prabesh shulko 450 rs aur 550 rs hai.4.6 ft aur upr waleke liye kamakji dino ke liye 380 rs aur 6utti ke din aur saptah ke liye 480 rs prabesh fees li jati hai.water kingdom ke liye 380 aur 480  rs liye jate hai.
 

  

Mithun
हेल्लो दोस्तों मेरा नाम मिथुन है,और में इस वेबसाइट को 2016 में बानाया हु.और इस वेबसाइट को बानानेका मेरा मूल मकसद यह है की लोगो को इन्टरनेट के माध्यम से हिंदी में इन्टरनेट की जानकारी प्रदान करना.इसीलिए इस वेबसाइट का नाम Internetsikho राखा गया है.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.