MUMBAI DARSHAN [PART 7]

0
mumbai darshan.mumbai mein ghumne ke liye kaha kaha hai?

अनुक्रम ( छुपाये )


hi dosto aaj ekbar fir se aapsbko internet sikho mein bahut bahut swgat hai.dosto jeise apko malum hai ki mein mumbai ka jitna bhi ghumne ke liye famous place hai sb mein batane ja raha hu aur aaj part 7 mein hmlog pauch gya hu aaj fir mein aise 3 jaiga ke bare mein batane ja raha hu joh ki aap agr mumbai mein rahkr yeh jaiga pe nahi aya toh mumbai darshan apka adhura rah sekta hai.

                                                  

                 MUMBAI DARSHAN[PART 8]
mahalakshmi temple*mumbai ke worli aur malabar hill ko jodne wala diwar ke ban ne ke samay ki ek rochak kahani judi hai.kaha jata hai ki uss samay yaha diwar banai ja raha tha aur ise banane mein koi tarah ki pareshani aa raha tha.
nirman karjo chal raha tha,tab dono khetro ko jodnewala diwar bar bar gir ja raha tha.british engeniers ke sare prayas bekar ja raha tha,tab project ke chef engenier ko sapne mein mahalakshmi mata ne darshan diye aur kaha ki worli ke pass samudro mein tumhe meri murti dikhai degi.ek engenier se lakshmi ji ne sapne mein kaha ki unki murti samudro mein andar padi huyi hai.agar tum isko nikal kar yaha mandir banbao.
kaha jata hai ki mata ki nirdesh anusar khoj karne par yeh murti unhe usi jagah mil gya,jaha mata ne bataya tha.iss ghatana ke baad chef engenier ne isi jagah par ek 6ote se mandir ka nirman karwaya aur uske baad yeh nirman karjo badi asani se samponno ho gya.isi mandir ko aaj mumbai ka mahalakshmi mandir kaha jata hai,jo ki ek prasiddho mandir hai.yeh mandir bhulabhai desai marg par samudro ke kinare mein hai.iss mandir ka bypak nirman saal 1831 mein dhakji dadaji name ke byapari ne karya tha.      *yehsab posts ko bhi padhe-

                          *LAPTOP KO HIT HONE SE KAISE ROKE JANIYE ISS POST MEIN
                              *bitcoin ki puri jankari hindi mein janiye
                   *ladkiyo ko kaisa ladka pasand hai janiye iss post mein
                   *atm aab kaise ayega apke ghar janiye iss post ke madhyam se

manyta ke anusar mandir ke pi6e ki diwar par log manoti ke sikke chipkate hai.yaha hajaro sikke apne aap chipak jate hai.mandir ke pi6e ki taraf ku6 sidiya utarne ke baad samudro ka sundar najara dekha ja sekta hai.
                             
mumbai darshan.mumbai mein ghumne ke liye kaha kaha hai?
 
mount mary church*maharashtra ke sahar mumbai mein koi parjatan sthol hai jinme se ek mount mary church hai.mount mary church mumbai sahar ke bandra mein sthit hai.mount mary church bargin mary ka ke samarpit hai.mount mary church 1640 mein banaya gaya tha aur fir ise gira diya gaya aur 1761 mein ise dobara banaya gaya tha.mount mary church mein september  month ke samay saptah bhar tak mela lagta hai.jisme har dharam ke log iss mele mein shamil hote hai.
mumbai darshan.mumbai mein ghumne ke liye kaha kaha hai?
 
rajabai clock tower*rajabai clock tower mumbai bishyavidlaya ke fort campus mein sthit hai.london ke big ben tower ki tarj par rache gaye iss tower ki uchai 85 mtr (280ft) hai.iska shilayans 1 march 1869 ke din kiy gaya tha aur 1878 ke november mein nirman karjo pura hua tha.angrej sthopoti jorg gilbart dara racha gaya yeh tower gouthik ebong banesian sholi ka sthapatya bratibinit karta hai.
iske sthaptya ka pun;nirman karjo somaya aur kalpana consultence dara kiya gaya tha.isme free bishayok sebaye stoning,kasthokarjo ki bahali,jol pratirodhon,electrical kaam, aur agni alaram,interior works tatha ane wale pidhiyo ke liye iski dirghokal khamata sunischit karne ka kaam shamil tha.iss pariyojojona ki badi chunotiyo mein se ek yeh thi ki uss ghadi tower ke sangbedanshil pun;nirman karjo tatha meramat karjo ko anjam dena jo ki 870 mtr ki uchai par khada aur karjorat hai.yeh karjo biseshyogo shramiko abong pun;sthaponkaro dara kiya gaya.jo parinam akhirkar mila woh ek bhagya bhaban ka hai,jiski bhagyta fir se lauta di gaya hai.
mumbai darshan.mumbai mein ghumne ke liye kaha kaha hai?
Mithun
हेल्लो दोस्तों मेरा नाम मिथुन है,और में इस वेबसाइट को 2016 में बानाया हु.और इस वेबसाइट को बानानेका मेरा मूल मकसद यह है की लोगो को इन्टरनेट के माध्यम से हिंदी में इन्टरनेट की जानकारी प्रदान करना.इसीलिए इस वेबसाइट का नाम Internetsikho राखा गया है.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.