हेल्लो दोस्तों आज एकबार फिर से आप सबको internet sikho में बहुत बहुत स्वगत है .
paasport aap sabhi ne toh t banwa rakha hoga .kya kabhi apne socha hai ki apka passport ka rong nila kyu hota hai?
kya kabhi apke mon mein yeh jan ne ki jiggyasa huyi ki akhir mein?
har desh ka sarkar ne apne passport ka rong keise nirdharit karta hai ?
aur sab desh ka pasport ka rong ek jaisa kyu nahi hota hai?
aur ku6 deso ka passport ka rong ek jaisa kyu hai?
*yeh sab posts ko bhi padhe*
पासपोर्ट के रंग हर देश का अलग अलग क्यों होता है?
chaliye aaj mein apko batate hai yehsb sawalo ka jawab
jadata desho ke passport ka rong yeh 4 tarah ka hota hai laal,nila,hara,kala mein hi dikha jata hai.
inhe inn rongo ke alag alag mein bhi dikha jata hai lekin basic colour yeh 4 hi hai.
aisi desh jaha comunest sasan hai aur samanyata unke pasport ka rong laal hota hai .aisa isiliye kyu laal rong brambhbichar dhara ka sampratik rong hai.baideshik stor par sabse jada desho ki passport laal rong mein hi dikhai deta hai.darasal yeh rong hi europian sadasyo ke bich kafi comon hai.
pasport cover ke liye duniya bhar mein dusra sabse common rong nila hai.bharat america samit ka basic rong ka istemal karte hai.isi prakar jadatar islamic desho par pasport ka rong hara hota hai kyu ki hare rong ko islam ka sanskritik rong mana jata hai.bahut hi kam desho ka pasport ka rong kala hai .ku6 afil ke desho jaise zambia,burundi,gabin combo,malavi, ka passport kala rong ka hota hai.
new zealand ke nagoriko ke pass bhi kale rong ka pasport hota hai kyu ki yeh unka rashtriyo rong hai.duniya ke adhikatm desh apne rajnaitiko aur sarkar tatah sasan se jude adhikaro ke liye alag rong ka pasport jari karte hai.aisa isiliye kiya jata hai ki pasport ki rong se uss bykti aur uski mahtyo ko asani se pehchan seke.
bharat mein bhi passport ki 3 bhag hai 1)diplomatic passport-iska rong brown hota hai,official passport-iska rong white hota hai.regular passport-iska rong blue hota hai.
toh dosto yeh tha pasport ke rongo ke bare mein jankari.
muje umeed hai ki apko yeh jankari pasand aya hoga.
aur aise hi new topic ke bare mein jankari prapt karne ke liye regular internet sikho mein visit karna na bhule kyu ki mein aise hi ek new post perday publish karta hu.