stochastics oscillator ki rachana jarj len dara 1250 mein ki gya tha.jiska upoyog support aur resistance ke anusar aur overbought aur oversold bazar ki jach karne ke liye kiya jata hai.
snapchat kya hai janiye iss post ke madhyam se
rachana*
stochastics oscillator mein 2 line hai %ke joh mukhya line hai aur dusri line % d hai joh %ke ki moving average hota hai.
%ke line solid line aur %d doted line hota hai.
yeh 1 se 100 ke daryan ghumnewala suchok hai.jisme 20 aur 80 ke stor koe adhik mahtya hota hai.
kharidi kab karna chahiye?
jab % ki line uske average % d line ke upr jata hai tab kharidi ka sanket milta hai.
jab yeh oscillator kisi nischit buttom ke stor par se wapas ghumta hai jaise ki 20 ka stor tab kharidi karna chahiye..
bikri kab karna chahiye?
usi tarah se % ke line uske average % d ke line ke niche hota hai tab bikri ka sanket milta hai.
jab yeh oscillator kisi nischit top ke stor par se wapas ghumta hai jaise ki 80 ka stor tab bikri kar sekte hai.
power bank kharidne se pehle kya dekhkar lena chahiye janiye iss post mein
overbought aur oversold sanket hasil karna*
20 ke stor ke niche bazar oversold aur 80 ke stor ke upr bazar overbought hota hai.
uske buttom aur top ke akar ko bhi bahut mahtya hota hai.
jab buttom bada hota hai tab mandiwale ki pakad majbut hai aisa mana jata hai aur anewale teji ku6 kalabadhi ke liye hoga aisa kaha ja sekta hai.
jab buttom 6ota hota hai tab mandiwale ke durbolata ka sanket deta hai aur anewale teji majbut hoga aisa sanket deta hai.
top 6ota ho toh tejiwalew ki durbolota darshata hai aur anewale mandi dirgho kalabadhi tak rahega aisa sanket deta hai aur top bada ho toh tejiwale ki majbuti aur anewale mandi kami kalabadhi ki hoga aisa sanket deta hai.
top aur buttom mein taiyar honewale akar*
jab stochastics mein 6ota top taiyar hota hai tab woh teji ke khiladiyo ko durbol ka sanket deta hai.joh aisa sanket deta hai ki anewale mandi sadharan se adhik samay ki hogi.
6ota buttom mandi ke khiladiyo ke durbolata ka sanket deta hai.jo aisa darshata hai ki anewale teji samanya kalabadhi se bhi adhik samay ke liye tik sekta hai.
jab stochastict bada top banaya hai tab woh teji ke khiladiyo ki takat dikhata hai.uspar se apko sanket milta hai ki ghatab ki nahi ke barabar ki sambhabana ke sath teji samanya se bhi adhik samay ke liye tik sekta hai.
jab stochastics bada buttom taiyar karta hai tab woh mandi ke khiladiyo ke takat ka andaja deta hai .tab apko aisa sanket milta hai ki nahi ki barabar mein badhotori ke sath mandi aage badta hai.