VOLATILE MARKET MEIN KYA KARNA CHAHIYE?

0
VOLATILE MARKET MEIN KYA KARNA CHAHIYE?
source by google
hi dosto aaj ekabr fir se aapsbko internet  sikho  mein bahut swgat hai.
dosto aaj mein aaplogo ke sath ek bahut hi important topic ke bare mein sahre karne ja raha hu joh ki iss volatile market mein aapko bahut confisuion karta hai apke trading decision lene mein.chaliye koi baaat nahi apka confusion ko clear karne ke liye hi yeh post likh raha hu.aur haa isme kuch rules hai agar aap yeh rules volatile market follow kar sekte hai toh jarur apke anadr ki cunfusion dur ho jayega.


                                                                   internet ka malik kon hai janiye iss post mein

bazar mein koi bar bina karan ke yaa kisi karan se bahut afarafari ki sthiti dikhai deta hai.aise wakt kam kalabadhi mein anuman lagana bahut hi kathin hota hai.koi bar aise sthiti ke baad mahtya ka trend reversal hote huye bhi dikhai deta hai.jadatar log aise sthiti mein kuch bhi nahi kar sekte aur woh dekhte hi rahta hai.afaratfari ke karan kam  kalabadhi mein kya ho sekta hai yeh batana muskil hota hai.teji mein aise wakt trading karnewalo ne sabdhani se trading karna chahiye aur niveshoko ne ghatb jukto stoploss ki ginti karne ke baad support par mal jama karna chahiye.
                                                                           bitcoin ki puri jankari hindi mein janiye
jinhe bazar ke sath turant ghumne ata hai aur anusasan se trading karke munafa kamane ata hai aise logo ke liye toh afaratfari  ka bazar koi mauke lekr ata hai.                     
mandi mein niveshak bada hua bhav kam hone ki rah dekhte hai kyu ki afarafari ke sthiti mein anewale badhotori yeh dudh ke ubal ke saman hote hai.
aise sthiti mein apka tark upoyogi nahi hota hai.isiliye jab bhi thoda spast chitro apko dikhta hai tab utbale hokr position lene se dur rahiye.
aap joh kuch bhi karoge,trading yaa nivesh woh aisa hona chahiye ki jiss se apko rat mein a66i neend ayega aur tension free hokr kam kar sekte hai aap

Mithun
हेल्लो दोस्तों मेरा नाम मिथुन है,और में इस वेबसाइट को 2016 में बानाया हु.और इस वेबसाइट को बानानेका मेरा मूल मकसद यह है की लोगो को इन्टरनेट के माध्यम से हिंदी में इन्टरनेट की जानकारी प्रदान करना.इसीलिए इस वेबसाइट का नाम Internetsikho राखा गया है.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.