hi dosto aaj ekbar fir se aapsbko internet sikho bahut bahut swgat hai.
dosto aaj mein apko batayega ki ham joh freeze mein ata rakhte hai usse freeze mein nahi rakhna chahiye.dekhiye syentfic reason ho yaa kuch bhi ho hamare sashtra mein kya likha hai woh aaj mein bataunga.
agar aap freeze mein ata rakhte hai toh mritatma apke ghar aa sekta hai .freeze mein gila ata apka samay toh bacha sekta hai lekin kya aap jante hai ki aapke ghar bhoot pret ki nimantrit karte hai.freeze mein gila ata uss freeze mein pind ke saman mana gaya hai.jo pind mrittyo ke baad mritatma ke liye rakha jata hai .
फ्रीज में हामे आटा क्यों नहीं राखना चाहिए?
ghar mein bhiga hua ata freeze mein rakhne ki riti ban jata hai.aur tab bhoot iss pind bhaksan karne ke liye iss ghar mein ana shuru ho jate hai.joh mrittyo ke baad pind pane se banchit rahte hai.aise bhooto pret pind freeze mein pripti pane ka upokarmo karta hai.
ji paribaro mein iss prakar ki adat hai woha kisi na kisi prakar ka anisth rog sok aur krodh tatha alasya ka dhera hota hai.
sashtra mein kaha gaya hai ki basi bhojon bhoot bhojan hota hai.aur isse grahan karne wala bykti jivan mein rog aur parishani se gira hua rahta hai.yeh ho gya hamare dharm ke hisab se.
ab jab ham seicentifcly dekhenge toh jabhi ekbar ham ata gun dete hai aap usse freeze mein rakhiye yaa freezer mein joh kitanu yaa bishanu hai woh usme badna shuru ho jata hai.tohi isiliye isse freeze mein nahi rakhna chahiye.
dusra baat agar aap basi bhojon karte hai toh basi bhojon aise bhi apke fat ko bada deta hai.usme kitanu aajate hai.aap usse freezer mein kyu nahi rakhte hai bhale hi a66e a66e gharo mein raat ka khana bhi freezer mein rakh diya jata hai aur subhe usse garam karke khaya jata hai.
actualy mein yeh galat hai freezer mein kitanu aur bisanu ki sankhya badh jata hai.
toh dosto yeh tha aajka topic .apko yeh topic ko jankar keisa laga mujhe jarur batayein comment karke comment box mein.
aur isse apne friends ke sath bhi share kijiye taki unko bhi iss topic ko read karke ku6 jankari mil seke apki madat se.
*yehsab posts ko bhi read kare*
aur aise hi anjane ansune topic ke bare mein jankari prapt karne ke liye continiue internet sikho mein visit karte rahiye kyu ki mein isme perday kuch aise hi 1 new topic aaplogo ke liye lekr ata hu aur usse post karta hu.