HOLI KYU MANATE HAI

0
HOLI KYU MANATE HAI
हेल्लो दोस्तों आज एकबार फिर से आप सबको  internet sikho   में बहुत बहुत स्वगत है.
dosto aap sab toh jante hi hai ki aaj holi ka tohar hai toh mein dil se internet sikho  ke visitors ko holi ki hardik subho kamanayo dena chahta hu.
 
 
HOLI KE ISS SUBHO AVSAR PE
 
                                     ULLAS AUR UMANG SE 
HO APKA DIN RANGEEN 
 
                   HAPPY HOLI 2021.
dosto ajka joh topic hai bahut hi khas hai aise toh hamsb ko pata hi hai ki holi ek rango ka tohar hai aur iss din ham sab dukh bhulkr rangeen ho jate hai aur iss din ko enjoy karte hai.lekin kya apko iske bare mein kuch pata hai ki holi kyu manya jata hai?
aisa kab kaya hua tha iss din mein ki uss din ko follow karke hamsb mikr rnageen ho jate hai?
nahi pata hai na apko?
chaliye koi baat nahi apko agar pata bhi ahi toh bahut hi a66a hai agar nahi pata hai toh aab apko pata chal ajyega iss post read karne ke baad kyu ki mein jitna sara sawal pu6a hu apse aur aap anhi jante hai woh sare sawal ke jawab aaj mein iss topic ke jariye apko batanewala hu toh please iss post ko pura read kare aur aap properly jan seke ki holi kyu manaya jata hai.
chaliye fir topic pe chalte hai.

हाम सब holi क्यों मानाते है?होली से जुड़े हुए कुछ अंजाने बाते

HOLI KYU MANATE HAI 
dosto yeh tohar hindu panchang ke anusar fagun month ki purnima ko manaya jata hai,rongo ka tohar kaha jane wala yeh tohar ,paramparik roop se 2 din manaya jata hai.pehle din ko holi ko jalaya jata hai,jis se holi ka dahan bhi kehte hai.
dusre din ko dhulendi kaha jata hai,log ek dusre par rong,abeer, etc fekte hai.dhol baja kar holi ke geet gaya  jata hai.aur ghar ghar jakr  logo ko rong lagaya jata hai.aisa mana jata hai ki holi ke din log purana dushmani ko bhulkar ek dusre ko gale milte hai.aur fir se dost ban jate hai.
chaliye fir aab apko iss tohar se jude,kuch  pauranik baatein batate hai.
 
1)
holi ke tohar se anek kahaniya juda hua hai.
inme se sabse prasiddho kahani pralhad ki hai.
yeh katha bishnu puran mein likha hai.
mana jata hai ki prachin kaal mein hiranyksp name ka ek atayant balshali asoor tha.hiranyksp ne tapossya karke bardan prapt kar liya.bardan ke anusar woh na toh prithibi par mar sekta tha,na akash mein,na din mein,na raat mein,na ghar mein,na bahar,na astra se ,na sastra se , na manab se ,na posu se.bardan ke bol se usne debtao manob adi loko ko jeet liya.aur bishnu puja bandh kara diya.par hiranakysp ka putra pralhad narayan ki hi puja karta tha.woh putra pralhad ko narayan ki bhakti se bimukh nahi kar seka.
hiranyksp ne pralhad ko bahut sataya hai.par usne bishnu bhakti nahi 6odi.
hiranyksp ke behan holi ka bardan prapt tha ki,woh aag mein bhasso nahi ho sekta.
hiranyksp ne adesh diya ki holi ka pralhad ko lekr goad mein baithe.
daityraj ne holika ko  pralhad ka ant karne ke liye pralhad ke sath aag mein prabesh kara diya.
par holika bardan nisfal sabit hua.aur woh sayang uss aag mein jal kar mar gaya.bass pralhad ki isi jeet ki khusi mein holi ka tohar manaya jane laga.ishwar bhakt pralhad ki yaad mein iss din holi jalai jata hai.pratik rup se yeh bhi mana jata hai ki pralhad ka arth anand hota hai.aur  utpidan ka pratik  holika(jalane ki lakdi) jalti hai.
 
2)
shiv puran ke anusar himalay ki putri parboti shiv se bibah karke liye bahut tadap raha tha.aur shiv bhi tapossya mein leen tha indra ka v shiv parboti bibah mein sarth chupa tha ki taikasor ka bodh shiv parboti ke putra  dubara hona tah isi wajah se indra ne kamdev ko shiv ji ka tapossya bhang karne bheja.
 
3)
aur kamdev ne shiv ki tapossya vang kar di aur shiv ne gussa hokr kamdev ko bhasso kar diya.shiv ji ki tapossya bhang hone ke baad debtao ne shiv ko parboti  se bibah ke liye raji kar liya.iss katha ke adhar par holi mein kam ki bhabna ko jalakar sachhe prem ki vijay ka utsav manaya jata hai.
 
4)
mahabharat ke  krishna katha ke anusar kangs ne jab akashbani dawara pata chala ki basudev aur dev ki athba putra uska vinashak hoga toh kangs ne basudev tatha devki ko karagar mein dal diya.karagar mein janme devki ke 6tba putra ko kangs ne mar diya.7ba putra sesh nag ke abtar balaram the jinke angso ko janam se purbo hi basudev ki dusri patni rohini ke garv mein sthanantrit kar diya gaya tha.
8be putra ke roop mein shrikrishna ka abatar hua.basudev ne raat mein hi shrikrishana ko gokul mein  nand aur josodha ke jaha paucha diya.aur unki navjaat kannya ko apne sath le aye kangs uss kannya ko mar nahi seka aur akash bani hua ki kangs ko marne wale ne toh gokul mein janam le liya hai.tab kangs ne uss din gokul mein janme sabhi sisuyo ko  hattya karne ka kaam rakshosi  putna ko adesh diya.aur woh sunadr nari ka roop bankar sisuyo ko bish ka stonpan karane gaye lekin shrikrishna ne rakhshsi putna ka bodh kar diya .yeh falgun purnima ka din tha .
 
 
burai ke ant ki khushi mein holi manaye jane  lage.
 
5)
purane samay mein ek raja tha unka name tha raja poshu.unke samay mein ek rakshosi thi dhudi woh nbojat sisuyo ko kah jati the.rakshsi ko bor prapt tha ki usse koi bhi debta ,manab astra yaa sashtra se nahi mar sekega.aur na hi uss par sardi ,garmi aur barsha ka koi asar hoga.lekin shiv ke ek shrap ke karan bachho ki sharatari se muft nahi tha.raja ko dhudi ko khatam karne ke liye rajpurohit ne ek upai bataya ki jadi falgun month ki purnima ke din jab naadhik sardi hogi aur garmi khetro ke sabhi bachhe ek ek lakdi ek jagah par rakhe aur jalaye aur mantra padhe agni ki parikrama kare.toh rakshosi mar jayegi.hua bhi aisa hi itne bachhe ek sath dekhkr rakshsi dhudi agni ke nasdik aayi toh uska mantra ke prabhab se wohi binash ho gaya.tab se isi tarah moj  masti ke sath holi manaye jane lage.
 
toh dosto yeh tha holi ka pi6e ka chupa hua history.toh apko yeh jankari keisa laga jarur mujhe batayein comment box mein comment karke .aur apne dosto ke sath bhi share karna na bhule.aur aise hi anjane aur new topic ke bare mein jankari prapt karne ke liye  internet sikho mein visit karte rahiye kyu ki mein yaha pe ek ek new post update karta hu.toh apko koi bhi topic  miss na ho jaye toh continiue visit karte rahiye.
*yeh sab posts ko bhi jarur read kijiye*
Mithun
हेल्लो दोस्तों मेरा नाम मिथुन है,और में इस वेबसाइट को 2016 में बानाया हु.और इस वेबसाइट को बानानेका मेरा मूल मकसद यह है की लोगो को इन्टरनेट के माध्यम से हिंदी में इन्टरनेट की जानकारी प्रदान करना.इसीलिए इस वेबसाइट का नाम Internetsikho राखा गया है.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.