KHOYA HUA PHONE KAISE KHOJE?HOW TO FIND LOST PHONE?

0
KHOYA HUA PHONE KAISE KHOJE?HOW TO FIND LOST PHONE?
image source by leclife.com

khoya hua phone ko kaise khoje? how to find lost phone?dosto aaj ke iss post ke madhyam se mein apko bataunga ki apke mobile phone chori ho jata hai yaa gum jata hai yaa lost ho jata hai tab apke andar ek parishani paida ho jata hai aur aap mon mon yeh sochte hai ki woh lost phone apko kabhi apos milega yaa nahi.dosto jarur apke lost moble milega uske liye sirf apko iss post ko thoda dhyan se padna hai  aur step step by step apko puri janakri dunga ki khoya hua phone ko kaise khoje?how to find lost phone?

iss post mein apko google mail ke bare ein puri jankari diya gaya hai

अनुक्रम ( छुपाये )

khoya hua phone kaise dhunde?

                                                                                                                                             sabse pehle apko google ka home page open karna hai.uske baad aap google yani gmail par apke account se sign kare aur yaad rakhe ki joh apke uss lost hua phone mein tha wohi isme dalkr login karna hai.

how to find lost mobile?    

                                                                                                                                                      uske baad google ke joh search box open hoga usme where’s my phone? likhkr search kare.                               aur jaise hi link open hoga aur usme sare mobile ka status ka name hoga jisme apne iss id se login kiya hua hai.ab isme mein apna mobile set select kar lijiye .uske baad apke samne ek iss tarah ka map open ho jayega dekhiye niche map ke chitra diya hua hai

KHOYA HUA PHONE KAISE KHOJE?HOW TO FIND LOST PHONE?
image source by google

iss post ke madhym se aap jan sekte hai vicks hame kyu istemal nahi karna chahiye

 

dosto iss map mein kuch hi der mein apke apne phone ka location dikhai dega.aur goole apke phone ki collection trace karega aur apko yeh batayega ki woh kis jagah par hai.aur agar aap kisi aur jagha se hokr aye hai aur apko yaad nahi aa raha hai ki phone woha 6ut gaya yaa kahi aur  toh aise wakt yeh tips bahut hi achha kam pe ata hai.aur apke phone ki location dikh jayega ki apke lost mobile kaha hai.toh isiliye aap sahi jagha par usse talash kar sekte hai.jab apko location pata chal gaya tab aap asani se woha jakr apna next step kya karna hai woh mujhe batane ka koi jarurat nahi padega mujhe ummed hai.

dosto aur bhi bahut sare option milta hai iss features ke andar mein aage aage apko woh sab bata raha hu.agar agar aap phon ko ghar mein hi kahi par rakhkr bhul jate hai yaa apke ghar ke aspas hi koi gira hua hai toh aap isse full volume par ring bhi karwa sekte hai.aur jadi apke phone silent mode mein rakha hua tha tab bhi iss feature kam karta hai.sirf battery ant nahi hona chahiye.ring karne ka option apko map ke niche hi dikh jayega.

 janiye iss post ki madhyam se internet kaise kam karta hai

aur fir bhi apko lagta hai ki apka phone kisi galat admi ke hath mein chala gaya yaa woh galat apke phone ko galat kam mein istemal karega toh aap usse asani se apne phone se hi usse password lagakr lock bhi kar sekte hai.

aur agar aap chahte hai ki apke mobile ke sare data delete ho jaye toh yeh kam bhi asani se kar sekte hai.uske liye delete pe clic karne pe apke mobile ke sare data delete ho jayega.

KHOYA HUA PHONE KAISE KHOJE?HOW TO FIND LOST PHONE?                                                                               dosto ek baat ka jarur dhyan mein rakhe aap jis lost  mobile ko dhundne ka kaushis kar rahe hai usme internet chalu hona chahiye tabhi aap iss fetaures ka faida utha sekta hai yani ki tabhi ye trick proper work karega.

 kya aap jan na chahte hai ki internet kya hai?

how to find lost phone.iss post se jude huye apko agar kuch proshno puchna hai toh aap mujhe comment karke bata sekte hai mein apke madat ke liye hamesha reday hu.

 

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.