HINDU DHARMO MEIN ANTIM SANSKAR SURJASTO KE BAAD KYU NAHI KARTE?AUR KYU MAHILAYE ISME SHAMIL NAHI HOTE?

0
HINDU DHARMO MEIN ANTIM SANSKAR SURJASTO KE BAAD KYU NAHI KARTE?AUR KYU MAHILAYE ISME SHAMIL NAHI HOTE?
source by google
                                       

hi dosto aaj ekbar fir se aapsbko  internet sikho  mein bahut bahut swgat hai.
dosto aajka joh topic hai yeh bahut hi naya topic hai.aur bahut hi interesting topic mein se ek hai.HINDU DHARMO MEIN ANTIM SANSKAR SURJASTO KE BAAD KYU NAHI KARTE?AUR KYU MAHILAYE ISME SHAMIL NAHI HOTE?
iske pi6e kuch kahani chupa hai joh mein aaplogo ke sath share karne ja raha hu.
dosto aise aap iske bare mein janta hai ki nahi mujhe nahi pata hai aur agar jante bhi hai wohi hi sahi karan hai yaa nahi woh bhi mujhe nahi pata hai.
lekin dosto aap toh yeh jante hi honge joh jadatar kisiko nahi pata hota hai usike bare mein jankari dene ke liye hamesha internet sikho apke sath hai aur aise hi sath dene ka kaushish jari hai.

HINDU DHARMO MEIN ANTIM SANSKAR SURJASTO KE BAAD KYU NAHI KARTE?AUR KYU MAHILAYE ISME SHAMIL NAHI HOTE?
source by google
HINDU DHARMO MEIN ANTIM SANSKAR SURJASTO KE BAAD KYU NAHI KARTE?AUR KYU MAHILAYE ISME SHAMIL NAHI HOTE?

toh dosto aajka topic jara interesting honewala hai toh please dhyan se read kijiyega taki apko details samajh mein aye aur aap usse padhkr aap dusre ko bhi iske bare mein jankari de seke.
iss duniya mein hindu dharm kebal ek aisa dharm hai jisme na jane kitna riti bibaj aur parampara hai.hindu dharm mein bykti ke janam se lekr mirttu tak 16 sanskar mana jata hai.
aur joh ankhri joh sabse akhir sanskar hota hai woh hai 16ba sanskar.garur puran mein mana jata hai ki kisi bykti ka antim sanskar karke tera dino 6utt ke baad fir se ghar ka shuuruwatikaran kiya jata hai.

isi tarah iss puran mein antim sanskar se sambandhit koi baatein batayi gya hai.
aur aaj mein unsb baat hi batane ja raha hu aplogo ke samne.
jab ham antim sanskar ke liye jate hai toh dekhte hai ki akhir kabhi bhi surjasto ke baad dah sanskar kyu nahi hota.
dosto itna hi nahi 6ed wala matki mein pani bharke parikrama kyu kiya jata hai?
dosto yeh hamare dimag mein jarur ata hai lekin ham yeh baat jante nahi ki akhir aisa kyu kiya jata hai?
*yehsab posts ko bhi padhe*
virus ke bare mein puri jankari iss post mein

gmail kya hai janiye iss post mein

isabare mein garur puran mein bistar se bataya gaya hai.
chaliye fir jante hai
iss puran ke anusar ki surjasto ke baad kabhi bhi dah sanskar nahi kiya jata.
agar kiska mrittu rat ko hua hai toh uska dah sanskar dusre din hi kiya jata hai.
iss bare mein mana jata hai ki surjasto ke baad dah sanskar karne se mritak bykti ka atma parolok mein kast bhogna padta hai.
aur agle janam mein uske kisi bhi ang mein dosh ho sekta hai.
iss karan surjasto ke baad dah sanskar nahi kiya jata hai.

kyu karte hai 6ed wale matki mein pani bharke parikrama?

agar aap dhyan de toh apne dekha hoga ki jab dahsanskar kiya jata hai uss samay ek 6ed wala matki mein pani lekr chitah par rakhkr sharir ki parikrama kiya jata hai.aur baad mein pi6e ki aur isse patak kar fod diya jata hai.
iss bare mein iss puran mein mana jata hai ki aisa karne se mrito bykti ka atma ka uska sharir se muh band karne ke liye kiya jata hai.
lekin iska pi6e ek aur kahani hai .kya hai woh kahani?
iske bare mein kaha jata hai ki hamare jivan iss matki ki tarah mrit hota hai.jisse bhara pani hamara samay hota hai.iska matlab hai ki iska ayurupi pani harpal tapakte rahta hai aur anth mein sabku6 6orkr jivanatma mein chala jata hai.
jab koi insaan iss duniya ko alvida kehta hai toh uska ku6 der baad hi uska antim sanskar ki taiyariya shuru kar diya jata hai.
jab insaan janm leta hai tabse lekr uska jivit rahne tak uska kul 15 sanskar hota hai.aur akhri mein sanskar hota hai uske marne ke baad .jisse antim sanskar kaha jata hai.

par apne dekha hoga ki iss sanskar mein koi mahilaye shamil nahi rahte hai.
aisa kyu?
kyu mahilayo ko isse banchit kiya jata hai?
aisa isiliye kyu ki antim sanskar ka samay aisa hota hai jaha hindu ritimat ke teher auroto ka jana shakt mana hota hai.
aksar antim sanskar ke baad pure ghar ka safai kiya jata hai jisse koi bhi nakartmak shakti ghar mein na rah seke.
isiliye ghar ka safai khana banane aur insb kamo ke liye auroto ko ghar mein roka jata hai.

kehte hai bhut sabse pehle auroto ko apna nishan banate hai.
khaskr bhut un aurto ko jada apna nishan banata hai joh virgin hota hai matlab sharirik rup se pabitro hota hai.
isiliye unhe sansan ghat nahi le jaya jata hai.
hindu ritimat ke hisab se joh antim sanskar karne jata hai usse shar ke baal pura nikalna padta hai yani katna padta hai.
lekin yeh kaam ladkiyo ko sobha nahi det hai.isiliye auroto ko antim sanskar mein nahi le jaya jata hai.

kehte hai ladkiya aur aurte kathor dil ki nahi hota hai woh bahut naram dil ka hote hai .
aur kisi apne ke marne ke baad khud ka rona rok nahi pati aur aise mein sansan ghat mein auroto ka rona matlab mare huye bykti ka atma ko shanti na milna.
hamare apne ko marne ke baad shanti mile.
isliye auroto ka antim sanskar mein shamil nahi kiya jata
dosto hamara apna koi agar hamse dur ho jata hai toh hame bahut kast hot hai?
lekin shayed yeh mannyotai kahi na kahi uss insan ki atma ko shanti pradan karta hai.

toh dosto aaa agar inhe mante hai  mante hai  toh jarur mujhe comment box mein comment karke batayein,
aur apko yeh jankari keisa laga yeh bhi jarur mujhe batayein.aur iss jankri apne dosto ke sath bhi shar akr sekte hai aap facebook yaa others soceial network mein taki unko bhi iss anjane baato ke bare mein jan ne ka mauka mil seke .
aur aise anjane baato ke bare mein jankari prapt karne ke liye regular internet sikho mein visit karte rahiye kyu ki mein perday ek aise hi topic lekr aaplogo ke samne hajir hota hu?.

Mithun
हेल्लो दोस्तों मेरा नाम मिथुन है,और में इस वेबसाइट को 2016 में बानाया हु.और इस वेबसाइट को बानानेका मेरा मूल मकसद यह है की लोगो को इन्टरनेट के माध्यम से हिंदी में इन्टरनेट की जानकारी प्रदान करना.इसीलिए इस वेबसाइट का नाम Internetsikho राखा गया है.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.