RSI RELATIVE STRENGTH INDEX(RSI)KYA HAI?

0
RSI RELATIVE STRENGTH INDEX(RSI)KYA HAI?
source by google
hi dosto aaj ekbar fir se aapsbko internet sikho mein bahut bahut swgat hai.
dosto aaj mein apko bataunga ki rsi keise dikhta hai aur isse keise use kiya jata hai chart mein.
1 se 100 ke dareyan ghumnewala suchok hai.usme 30-50-70 aise teen storo ka bishes mahtya hota hai.
                               time frame*
rsi mein 14 dino ka settings prachalit hai.abshyakata ke anusar iss sankhya ko thoda agge pi6e kiya ja sekta hai.
            upoyog*
badta rsi yeh badte movment ki nishani hai.ghat ta rsi bhi sanket toh wohi deta hai par woh hota hai ghatab ki disha ka badta movments.rsi jab 50 ke nasdik ghumta hai tab movments nahi ke praman mein hota hai.
rsi ke adhar par shares har kisi samy overbought  hai yaa oversold  iska sanket hasil kiya ja sekta hai.
                         

rsi 30 aur 70 ke daryan;
maeket athaba shares pehla average ke daryan atak kar athaba dusre mahtya ke resistance ko lekr simit marjada mein utar  chadab ghumte huye dikhai deta hai.
kharidi kab karna chahiye?*
rsi jab 30 ke nasdik support lekr sudharta hai tab kharidi karna chahiye.
rsi jab 30 ke stor ke niche jakr fir se ghumkr 30 par sakaramtamak breakout dene mein safal hota hai tab kharidi karna chahiye.
rsi jab 30 ke upr support lekr usme sudhar hona shuru hota hai tab bhi kharidi kar sekte hai.
bikri kab karna chahiye?*
rsi jab 70 ke upr ghumkr 70 ke stor ke niche ki disha mein todta hai tab bikri karke kam karna chahiye.athaba jab woh 70 ke storpar resistance dekr ghat ta hai tab bhi bikri karke kam kiya ja sekta hai.
hamesha confirmation milne ke baad hi kam karne ki salah di jata hai.jisme wipshow se bacha ja sekta hai.
kam kalabadhi ke trader is range ka a66a faida le sekta hai.
Mithun
हेल्लो दोस्तों मेरा नाम मिथुन है,और में इस वेबसाइट को 2016 में बानाया हु.और इस वेबसाइट को बानानेका मेरा मूल मकसद यह है की लोगो को इन्टरनेट के माध्यम से हिंदी में इन्टरनेट की जानकारी प्रदान करना.इसीलिए इस वेबसाइट का नाम Internetsikho राखा गया है.

LEAVE A REPLY

Please enter your comment!
Please enter your name here

This site uses Akismet to reduce spam. Learn how your comment data is processed.