hi dosto aaj ekbar fir se aap sbko internet sikho mein bahut bahut swgat hai.
dosto aise aapsblog stoploss(sl)ke bare mein suna hi honge aur yeh stopp loss use krne se hme kya faida yaa nuksaan hota hai aap jante bhi honge.chaliye aap agar details mein nahi bhi jante hai toh mein aaplogo ke liye hi yeh topic likh raha hu aur details mein apko pata chalega ki yeh yeh stop loss kya hai.
aap jab koi nivesh karte hai yaa fir trading ki koi position lete hai.woh aap munafa milne ki apeksha se hi lete hai.
par koi bar apni apeksha ke birudh paristhiti nirman hone par thik samay par usme se jaise ke teise bahar nikalne ko ana chahiye.
isme stop loss yeh bahut hi mahatya ka kaam karta hai.
internet kaise kam karta hai janiye iss post mein
sadharan rup mein jadatar log kharidi yaa bikri ki trading position lene ke baad stoploss lagaya ja sekta hai aisa mante hai par sahi mahol mein bahut hi kam log a66ae se isse palan karte hai.jab bazar achanak ghat ta hai tab ghatnewale bhav mein jadatar log ki budhhi bhrast hote huye dikhai deta hai aur bhav bahut hi jada ghatnepar bhi yeh dekhte hi rahte hai.
isi karan unhe bahut bada nuksaan hote huye dikahi deta hai.